Chitika se Online Paise Kaise Kamaye Make Money in Hindi
Dosto aaj hume jaanege ki Chitika se Online Paise Kaise Kamaye Make Money in Hindi . Dosto har koi aaj kal online paise kamana chahta hai . Online paise kamana bahut hi aasan hai ager aap online paise kamane chahte hai to Chitika ki madat se aap aasani se online paise kama sakte hai .
Chitika ek online advertising network hai , jaise google ka adsense hai vise hi chitika bhi hume Ads deta hai jin ko hume apni website me dalna hota hai or hamari website par koi visitor un Ads par click karta hai to hamari income hoti hai . Jinke pass Google Adsense account nahi hai vo Chitika ko use karke apne blog se paise kama sakte hai .
Chitika se jab aap 10 $ kama lete ho to aapko paise mil jaate hai. aap Chitika ads ko google adsense ke saath bhi use kar sakte hai . yaani ki aap google adsense or chitika ki Ad ek hi page me sath me dikha sakte hai . chliye is post me jaante hai ki Chitika kya hai or Chitika par Account kaise banate hai or Chitika ke Ad ko Website me kaise add Karte hai .
Ye Bhi Padhe :
Chitika Kya hai ? Chitika Kaise Kaam Karta Hai ?
Chitika ek Online advertising company hai jo search-targeted ads ko dikahati hai . Chitika USA ki company hai , Chitika adsense ki tareh hi hai , chitika account aasani se ban jaata hai ,ager hum apni website me chitika ke Ads ko lagate hai or koi un Ads par Click karta hai to hume Commission milta hai . to hum Chitika ke Ads ko Blog par laga kar aasani se paise kama sakte hai .
Chaliye Dosto abhi ke liye hum maan lete hai ki aapki website hai or aapko chitika se paise kamane hai . To Sabse pahle aapko Chitika par Account banana hai or Chitika ke Ads ko Apni website me Lagana hai .
Chitika Par Account Kaise Banaye (How To Create Chitika Account in Hindi)
Chitika par account banane ke liye niche ke step ko follow kare .
Step 01 :
Chitika par Account Banane ke liye aap sabse pahle Chitika ki Website par jaaye . Or vaha Par Sign UP ki Button par click kare .
Step 02 :
Sign up ki button par click karte hi aapke samne ek page open hoga . yaha par ek form hoga usko bharna hai . niche di gai image jaisa page open hoga .
- is form me sbase pahle aap apna Email address daale . Ager aapke pass email nahi hai to ye padhe : Gmail Account kaise banaye .
- Fie Go ki Button par click kar de .
Go par click karte hi aapke samne ye massage aayega .
Step 03:
ab apke Email par Chitika se ek email aayegi . us email ko open kare or us mail me ek button hoga Complete My Application us par click kare . niche image ko dekhe .
Step 04:
Ab Aapke screen par ek new page khulega jisme niche di gai image jaisa form open hoga ese hume bharna hai .
- sabse pahle hume apna first name likhna hai .
- uske baad hume apna Last name (surname) likhna hai .
- fir hume Chitika ke liye user name likhna hai jo aap rakhana chahe (yaha par aapko letters or number use karna hai)
- Website URL yaha par aapko apni website ka name dalna hai .
- password – yaha par aap password daale jo aap chitika account ke liye rakhana chahte hai .
- Confirm Password – yaha par aap apna password dubara se type kare .
- Country – yaha par des ko chune hum india ke hai to yaha par India Chunege .
- Submit ki button par click kar de .
Ab hume apne chitika account ke approve hone ka wait karna hai . chitika account approve hote hi aapke email par account approve hone ka mail aa jayega .
Chitika account approve hone ke baad hume apne chitika account me jaa kar ad ke code ko copy kar ke apni website me dalna hai . hum chitika ads ko apni post ya fir side widget par laga sakte hai .
Chitika Ads se Paise Kamane ke liye aapko Chahiye ek Website :
Chitika se Paise kamane ke liye aapke pass Website honi chahiye . Aaapke pass Website hogi tabhi aap Chitika ke Ads ko Website me Daal Kar Online Paise Kama Sakte hai . ager aapkne pass apni Website nahi hai to aap Website bana le .
Website banana koi badi baat nahi hai . Website banane ke liye aapko coding or HTML Shikhne ki ko jarurat nahi hai . Aap Website ko WordPress ya blogger ke jariye aaram se bana sakte hai .
Inhe bhi padhe :
- Facebook Video Kaise Download Kare
- YouTube Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare
- YouTube Account Verify Kaise Kare
Chitika ad ko Apni website me kab Lagaye :
Dosto Chitika Ads ko apni website me tab hi lagaye jab aapki website me kam se kam 40 – 50 post ho , or aapki website me thoda traffic aata ho .
Ager aapki website me content nahi hoga to traffic nahi aayega traffic nahi aayega to aapki kuch income nahi hogi . isliye sabse pahle aap Apni website me kuch post daaliye traffic laiye fir aap aasani se Chitika ads se paise kama sakte hai .
Chitika Ads ko Website me Kaise Daale or Chitika se Online Paise Kaise Kamaye Make Money in Hindi:
Chitika ke ads ko website me dalne ke liye sabse pahle hume Chitika ke Ads ka Code hume apne Chitika account me jaakar Copy karna hoga .
- Sabse pahle aap apne Chitika Account me Login Kare Fir Top menu me Ads par click kar or Fir Get Code pe Click kare . Ads > Get Code .
- Get Code par Click karte hi aapke Samne ek page aayega vaha par Get Code ki Button par Click kar de .
Get Code par click karte hi aapke samne Chitika Ad Ka code aayega use Ad Code ko Copy Kar le . Ab Chitika ke Code ko hume apni Website me dalna hai .
Mai yaha par WordPress Site me daalna bata ra hu . Ager aap ki Website Blogger par hai to bhi aap same step use karke Chitika Ads ko Daal sakte hai .
Apni Website Post ko likh le or or post ko pura likhne ke baad post ke aakir me aap Chitika Ad ko lagana chahte hai to aap post ka HTML View on kar ke Post ke Aakhir me Chitika Ads ka Code Past kar de .
Aap Chitika ad ke Code ko Post ke Start me , bich me ya fir end me add kar sakte hai . jaise hi aap Post ko publish karenge aapki website ki Post me Chitika Ads show hone lagegi .
dosto es tareh se aap bhi online Paise Kamaye .
aaj hmne es Post me shikha ki hum Chitika se Online Paise Kaise Kamaye Make Money in Hindi
ager aapko yah post aachi lagi ho to Comment karke jarur bataye .
Inhe Bhi Jane :
- Mobile me Screen Shot Kaise late Hai
- Facebook Ko Hindi Me Kaise Kamrte Hai
- Kisi Bhi Mobile Number Ki Information , Location Kaise Pata Kare
[su_divider top=”no”]
Keyword : Chitika , Chitika ads , Paise Kaise Kamaye , Make Money Online in Hindi , Online Internet se Kaise Kamaye
बहुत ही अच्छी और उपयोगी जानकारी दी है आपने। इसके लिए आपका धन्यवाद
hindimehamesha.com ki taraf se.
धन्यवाद ! हमे अ च्चा लगा की आपको ये इनफार्मेशन (Chitika se Online Paise Kaise Kamaye Make Money in Hindi) पसंद आई हमारी यही कोशिश है की हम अच्छी से अच्छी जानकारी आपको दे सके ..
आपकी वेबसाइट अच्छी है थोडा इमेज ओप्तिमाइज करे ..
Hello maine chitika ke liye apply kiya account approved bhi ho gaya lekin jb me blog me ads code past krta hu to aata h ki Your HTML cannot be display
plz help me Mera blog blogger par h (Filmyroyal.blogspot.in)
Plz send us your page link . so i can see and tell you if i have any solution .
Bhai ab ads dikh rhe h lekin ab aur problem h
jo me code ek Page me paste krta hu vo dusri post me nhi hota
Likha aata h your HTML cannot be accepted Tag is broken
Plz help
plz give me page url..
and aap har post me ad code ku daal re ho ..
100 post hongi to kya sab me daloge ..
put ads code in globally like side widgets and all .
chitika fake h click ke paise nhi dete mene apne friends se click krwaya tha dusre din jb Payment update hua tb 0 hi tha aur ab tk 0 hi h
क्या अब तक तुम्हे chitika se पैसे नही मिले
प्रिय आत्मन,
क्या आप मुझे फ्री वेबसाईट बनाने का तरिका बता सकते हो
जिसके द्वारा मैं अपना बिसनेस बढा सकू ।
और साथ में free अँड्रॉइड एप्प बनाने का तरिका समझाने कि कृपा करे
sir mera acount approved ho gaya hai lekin get code pe click karne pe
code puri nahi a rha hai .(helperofindia)
Dubara kosis kare or apka account full activate huva hai ki nahicheck kare . aapne jo website usme submit kari hai vo arrove hui ki nahi , ye bhi dekhe .
sir aap theme kon si use kr rahe ho kya ye free hai ?
Theme Ka name hai gloria or ye Free Nahi hai .
thank you sir badhiya jankari dene ke liye. sir ek question hai google ka ads jyada achhe hote hai ya chitika ke aur apne kaun sa ads use kiya hai. sir plzzz reply me.
sir kitne organic search aane per click ka paise dete hai yah chitika, daily kitne organic search hone chahiye .