Facebook Friend List Kaise Hide Kare Hide Friend List in Hindi
Dosto aaj hum jaanege ki Facebook Friend List Kaise Hide Kare Hide Friend List in Hindi . dosto jaisa ki aap jaante hai ki aaj kal har koi facebook ko use karta hai or Facebook duniya ki sabse badi social networking site hai . Facebook me hum apni photo , video or status ko share karte hai or apne friends logo se connect rahte hai or new friends banate hai.
Par kya aap jaante hai ki hume Facebook ka istemaal karte samaye apni privacy ka bhi dyaan rakhna chahiye . Facebook par hum lagbhag har chig ki privacy control kar sakte hai unme se ek hai Facebook par apni friend list ko chupana (Hide Facebook Friend List) .
Facebook par Friend list ko chupa kar hum aasani se un logo se bach sakte hai jo aksar hamari friend list me jaakar hamare friend ko parsaan karte hai . To Dosto hume is tareh ki problam se bachne ke liye apni Facebook privacy ka use karke Facebook Friend List ko hide kar lene Chahiye .Vaise Facebook Friend list ko hide karne ke kai karan ho sakte hai .
To chaliye dosto dekhte hai ki hum Facebook ki privacy ka istemaal karke Facebook Friend List Kaise Hide Kar sakte hai taki koi dusra hamari Facebook Friend List ko na dekh paye .
Ye Bhi Dekhe :
- Facebook Video Download karna ka tarika
- Free Facebook Video Downloader
- Facebook ke Game or Faltu ke App Notification Kaise Band Kare
Facebook Friend List Kaise Hide Kare Hide Friend List in Hindi
Step 01:
Facebook Friend List Hide Karne ke liye sabse pahle aap apne Facebook account me login kare
Step 02:
Facebook me login karne ke baad aap ane Profile name par click karke apni profile me jaaye or vaha par Friends par click kare . adhik jaankari ke niche di gai image ko dkhe .
Step 03:
Friends par click karte hi aapke Facebook friend ki list open ho jayegi .
- yaha par ek pencil ka icon hoga vaha par click kare .
- Ab Edit Privacy par click kar de .
Step 04:
Ab aapke samne ek popup aayega . yaha par hume apni Facebook Friend List ki Privacy ko edit karne hai . niche image ko dekhe .
- Friend List ke samne Public hoga vaha par click kare .
- Public par click karte hi aapke samne kai sari option aayenge aap un option me se Only me ko select kar le . Only Me ko select karne se keval aap hi apni Facebook Friend List ko dekh sakte hai . yaha par ek option Friends hai ager aap Friends ko select karte hai to aapke Friend bhi aapki Facebook Friend list ko dekhe sakte hai .
- Ab Done ki Button par click kar de .
Ye Bhi Padhe :
- Jaane Facebook Video Kaise Download karte hai
- Facebook Me Apne Aap Chalne Vale Video AutoPaly Kaise Band Kare
- PayPal Account Kaise Banate Hai (How to Create PayPal Account)
Step 05:
Jaise hi aap Facebook Friends List ki Privacy Setting ko edit karke Done ki Button par click karenge . vaise hi aapke samne ek massage aayega . jiskme vo kah raha hoga ki aapke setting Edit ho cuki hai .
To dosto en step ko follow karke aap bhi aasani se Facebook Friend List ko Hide kar sakte hai . ager aapko Facebook Friend List ko Hide karne me koi Problem aati hai to aap comment jarur kare hum aapki madat karenge.
Aapko Facebook ki yah post (Facebook Friend List Kaise Hide Kare Hide Friend List in Hindi) kaise lagi hume ccomment karke jarur bataye . Niche Video Tutorial Jarur Dekhe .
Facebook Video Tutorial : How To Hide Facebook Friend List in Hindi | Facebook Friend List Kaise Hide Kare
Is hindi video me aap jaanege ki Facebook Par Friend List ko Kaise Chupate Hai . Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=LWknTWOYFTg”]
Agar aapke ye video pasand aaya ho to Hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us. (we promote your link)
Ye Jarur Padhe :
- Zip File Kya Hai , File Compress Kaise Kare
- YouTube Channel Se Facebook Page Ko Kaise Connect Kare
- mCent Mobile App Se Paise Kaise Kamaye
[su_divider top=”no”]
Facebook Friend List Kaise Hide Kare , Hide Facebook Friend List in Hindi , Facebook Privacy , Facebook Tips
mutual friends ko kaise hide krte hain.
Friend list ki privacy ko – Only Me set kar de.. aapke alava kisi ko bhi apki friend list nahi dekhegi ..
Post m Tag kiye hue frnds ko hide kaise kre
Nice Bro .
Thanks for comment…
bhut achi jankari hai sir (kaisehow.com)