Facebook ko Hindi Bhasha me Kaise Kare Kaise Dekhe or Chalaye
aaj hum janege ki Facebook ko Hindi Bhasha me Kaise Kare Kaise Dekhe or Chalaye . Friends Facebook par jab account bante hai to facebook english me hota hai par agar aap Facebook ko apni Hindi bhasha me karna chchte hai (English se Hindi Language) to hum Facebook ko Hindi bhasha me badi aasani se kar sakte hai .
Facebook ko hindi me karne ke kai sare karan ho sakte hai agar aap ko English ko padhne me ya samajhene me koi problem hoti ho ya aap desbhakti ke chalte , Hindi bhasha ko pasande karte ho to Facebook ko Hindi me kar sakte hai . To chaliye aaj ke iss topic ko start karte hai Facebook ko Hindi Bhasha me Kaise Kare Kaise Dekhe or Chalaye
Facebook ko Hindi Bhasha me Kaise Kare Kaise Dekhe or Chalaye
Facebook ko Hindi me karne ke liye hume apne Facebook Account ki setting me kuch changes karne padte hai . niche diye gaye steps ko follow kare , Apka Facebook Hindi Bhasha me ho jayega .
Step 01:
Sabse pahele aap Apne Facebook Account me Login kare .
Step 02:
Facebook me login hone ke baad , Facebook ke right side me menu me bane Down Arrow ke icon par click kare or Fir Kai sare option aapke samne aayenge usme se Settings par click kare . niche image dekhe .
Step 03:
Settings par click karte hi aapke samne Facebook Account setting ka page open ho jayega . yaha par aap left side me Language par click kare .
Step 04:
Language par click karte hi aapke samne Facebook Language setting ka page open hoga . yaha par se aap Apni Facebook Language ko change kere sakte hai .
Hindi me karne ke liye jaha par Which Language do you want to use Facebook in ? likha hai uske aage Edit par click kar de . niche image dekhe .
Step 05:
Edit par click karte hi aapke samne Language (Bhasha) ko chunne ka option aa jayega . yaha par aap Facebook ko hindi me karne ke liye हिंदी ko choose kare .
Step 06:
हिंदी ke option ko chunne ke baad ab aap Save changes ki button par click kar de .
Save changes ki button par click karte hi aapka Facebook ab hindi bhasha me ho jayega . Ab aap Facebook ko Hindi me use kar sakte hai .
Friiends aaj hamne sikha ki Facebook ko Hindi Bhasha me Kaise Kare Kaise Dekhe or Chalaye . Friends agar aapko ye post pasand aayi ho to sabke saath share jarur kare . Agar aapke man me koi saval ya koi jankari chahiye to aap niche comment box me comment jarur kare .
Facebook Video Tutorial : How To Change Facebook Language in Hindi| Facebook Ko Hindi me Kaise Kare
Is hindi video se app sikhenge ki Facebook ko Hindi Bhasha me Kaise Karte Hai (English se Hindi Language Me Kaise Karte Hai) . Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=9aZ8ChB0vno”]
Agar aapke ye video pasand aaya ho to Hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us. (we promote your link)
[su_divider top=”no”]
Facebook ko Hindi Bhasha me Kaise Kare Kaise Dekhe or Chalaye , Facebook Language ko Hindi me Kaise Kare , Facebook ki Bhasha ko Hindi me kaise kare , Facebook Hindi me Kaise Kare , Facebook Ko Hindi me Kaise Dekhe , Facebook ko Hindi me Kaise Chalaye , How To See Facebook in Hindi .