Facebook Search History Kaise Delete Kare in Hindi
Facebook Search History Kaise Delete Kare in Hindi Jab app Facebook par kuch search karte hai to vo aapke facebook account ki history me save hota rahta hai , Activity log me save ho jata hai . Apne Facebook Account ki Activity log or search history only aap hi dekh sakte hai . Facebook History ko delete karna ke kai sare reason ho sakte hai par ye good idea hai ki aap Facebook History ko delete karte rahe .
Jara sochiye Agar aap apne phone ya computer me Facebook account me login hai or koi dusra person aapke phone ya computer se facebook account ko use karta hai to vo aapki Facebook Search History ko dekh sakta hai . To isliye hume apni facebook serch history ko delete karta rahna chahiye taaki koi dusra hamari Facebook Search History na dekh sake or hamare Faceook Account ki Privacy bani rahe . to chaliye jaane ki Facebook Search History Kaise Delete Kare in Hindi .
Facebook Search History Kaise Delete Kare in Hindi
Facebook Search History delete karne ke kuch easy steps hai in ko follow karke aap aasani se Facebook History ko delete kar sakte hai or apne Facebbok Account ko safe kar sakte hai .
Step 01:
Sabse pahle aap Facebook me apna login kare .
Step 02:
Facebook me login karne ke baad ab Facebook me top right side me Down Arrow par click kare . Adhik jaankari ke liye niche image dekhe .
Step 03:
Down Arrow par click karte hi aapke samne kai sare option aayenge in option me se aap Activity Log par click kar de .
Step 04:
Activity Log par click karte hi apke samne ek new page open hoga . jaya par aap apni Facebook activity ko dekh sakte hai . page niche di gai image jaisa hoga .
Ab page ke left side me dekhe or yaha par MORE par click kare .
Step 05:
MORE par click karete hi aapke samne kai sare option aa jayenge . in option me se Search par click kare .
Step 06:
Search par click karte hi aapke samne Search history ka page open ho jayega .yaha par aap apni search history ko dekh sakte hai .
Is page se kisi bhi Search history ko delete karne ke liye aap us search word ke samne bane par click kare or delete ka option selete kare .
Apni sari Facebook History ko ek baar me delete karne ke liye page ke uper Clear searches par click kare .
jaise hi aap Clear searches par click karenge aapke samne ek pop up aayega . yaha par Clear searches ki button par click kar de .
aapki Facebook Search history ab delete ho jayegi.
To Friends aaj hamne jana ki Facebook Search History Kaise Delete Kare in Hindi . aapko ye post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye .
Ye Bhi Padhe :
- Facebook Par Kisi ko Block Kaise Kare .
- Facebook Account Delete or Deactivate Kaise Kare .
- YouTube se Paise Kaise Kamaye
Facebook Video Tutorial in Hindi : How To Delete Facebook Search History in Hindi Facebook History kaise Delete Kare .
Facebook ke is hindi video me aap jaanege ki facebook ki search history kaise delete karte hai . Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
https://www.youtube.com/watch?v=UtmhOSROYIs
Agar aapke ye video pasand aaya ho to hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
[su_divider top=”no”]
Facebook Search History Kaise Delete Kare in Hindi , Facebook History ko Delete Karne ka Tarika , How to Delete Facebook History in Hindi , Delete Facebook History
Search history delete karne ke baad kya aisa koi tarika hai, use recover karne ka… please bataiye
Delete Karne KE baad recover ni kar sakte . Thanks For Comment .