Internet Se Free Call Kaise Kare in Hindi
Dosto is post me hum sekhnge ki Internet Se Free Call Kaise Kare in Hindi . aaj internet sabhi ka,o me istemal kiya jata hai hume koi bill bhrna ho , shopping karni , pdhai karni ho lagbhg har kaam Internet par ho jaata hai hai . ab aise Time me Internet se Free call karna koi muskil kaam nahi hai . to aaj hum internet se free call karna sikhenge .
Dosto Free call karne ki bahut se Mobile App bhi hai par inme lagbhag ye problem same hai ki jab aap in apps ka use karke kisi ko call karte hai to dusre bande ke pass bhi vo app mobile me install hona chahiye . aaj me aapko kuch aisi website bataunga jinki madat se aap kisi ko bhi kahi bhi Internet se Free Call Kar sakte hai . isme aap dusre des me bhi call kar sakte hai kisi bhi landline par Free call kar sakta hai vo bhi free me . Yah jaamkari badi kaam ki hai Kuki aap jis ko bhi call karenge uske pass aapka number nahi jayega . To chaliye jante hai ki Internet Se Free Call Kaise Kare in Hindi .
Internet Se Free Call Kaise Kare in Hindi
Friends me jo tarika aapko batane jaa ra hu isme aap Free international call bhi kar sakte ho . par jo sites me aapko batane ja ra hu in sites ki madat se aap din me 1 bar 2 ya 3 minute Free me baat kar sakte hai . To jante hai Internet Se Free Call Kaise Kare.
Internet se Free Call ki Suvidh dene vali ye mukhe sites hai :
- Call2Friends.com
- ievaphone.com
- Globfone.com
In Tino sites ki help se aap Free call Kar sakte hai . Ab ek ek kar ke dekhte hai ki in sites ka use kaise karte hai .
Call2Friends.com Se Free Call Kaise Kare :
call2friends ki website se Free call karne ke liye sabse pahle aap call2friends.com par jaaye .
call2friends.com ki website par jaate hi aapko . vaha par Number Dialer dikhega . yaha se kisi ko call karne ke liye aapko pahle country code dalna hai fir number dalna hai . India ka country code 91 hai .niche image dekhe.
- Country select kare ya fir direct country code daale . Fir jis number par call karna hai vo number daale
- yah par yah bata ra hai ki aap 180 seconds ki free me baat kar sakte hai .
- Green Button par click kare aapki Free call lag jayegi .
- Red Button par click kare aapki call end ho jayegi .
aap call2friends website se india me din me ek baar 180 seconds free me baat kar sakte hai . Agar aap kisi or country me call karte hai to ho sakta hai aapke Free call karne ka time alag ho . Har country ke liye Free me call karne ka Time Alag hota hai . Free Internet Free Phone Calls karne ke liye aapka internet connection thik hona chahiye nahi to signal ki problem se voice cut sakti hai .
ievaphone.com Se Free Call Kaise Kare :
ievaphone.com bhi call2friends.com ke jaise hi kaam karti hai .
ievaphone.com se call karna ke liye sabse pahle aap ievaphone.com par jaaye .
ievaphone.com par jaane ke baad aapko yaha par bhi ek Number Dialer dikhega . yaha se aap kisi ko bhi Free call kar sakte hai . Free call karne ke liye aapko pahle country code dalna hai fir number dalna hai . India ka country code 91 hai .niche image dekhe.
- Country select kare ya fir direct country code daale . Fir number par call karna hai vo number daale
- yah par yah bata ra hai ki aap 180 seconds ki free me baat kar sakte hai .
- Green Button par click kare aapki Free call lag jayegi .
- Red Button par click kare aapki call end ho jayegi .
aap ievaphone website se india me din me ek baar 180 seconds free me baat kar sakte hai . Agar aap kisi or country me call karte hai to ho sakta hai aapke Free call karne ka time alag ho . Har country ke liye Free me call karne ka Time Alag hota hai .
To chaliye dosto ab aap jaan gaye hai ki Internet se kisi ko free call kaise kiya jata hai . ab aap bhi aasani se kisi ko bhi Free call kar sakte ho .
Video Tutorial In Hindi : Internet se Free Call Kaise Kare in Hindi
Niche Diye gaye Video Tutorial me aap janege ki Internet Se Free Call Kaise Kare in Hindi (free call from internet in hindi) . Is tareh ke or bhi hindi video YouTube par dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
Video credit : hindimai.com
https://www.youtube.com/watch?v=45Cc_K7rsQ8
Agar aapko ye video pasand aaya ho to aap is tareh ke or video dekhne ke liye hindi chennal ko youtube par subscribe kare . Subscribe karne ke liye yaha click kare : Subscribe
Dosto aapko ye information Internet Se Free Call Kaise Kare in Hindi kaise lagi hume Comment kar ke jarur bataye . agar aapka koi sujhav ya kuch puchna chhte hai to comment kar sakte hai .
[su_divider top=”no”]
Internet Se Free Call Kaise Kare in Hindi , Internet Se Free Call Kaise Kare Trick in Hindi , Free calling in Hindi
HACK Android 100% Working Method ……………. (futuretricks.in)
No need To spam here ..