PDF File Kaise Banaye in Hindi
Friends aaj hum sikhenge ki PDF File Kaise Banaye in Hindi – PDF File Ko Banane Ka Kya Tarika Hai . isse pahle hum ne jana tah ki PDF Kya Hai or Fir hmane ye bhi jana ki PDF File ko Word ya Text me Kaise Convert Kare . Kai bar hame Word document ya text file se PDF File Banane ki jarurat padti hai . To aaj hum ki Word file ya Test File se PDF Kaise Banaye . Chaliye shikhte hai .
PDF File Kaise Banaye in Hindi
PDF File Banana bahut hi aasan hai . PDF File ko hum apne computer par software ki madat se bana sakte hai ya fir Online PDF convert karne vali websites ki madat se hum PDF file ko bana sakte hai . Hum aapko dono tariko ke bare me batayenge .
PDF File Computer par software ki madat se kaise banaye
Sabse pahle aap PDF banane vale software ko download kar ke install kar le , kuch software ke name me aapko bata deta hu . pahla to hai Adobe Acrobat Reader or Dusra dopfd , or bhi bahut se software uplabdh hai par aap apni suvidha ke anisaar koi bhi PDF Converter apne computer me install kar le . Aap PDF File ko Microsoft Word use kar ke bhi bana sakte hai , Aapko save karte time pdf ka option milega .
Install kar ke aap in Software ke jariye kisi bhi text ya word docuent se PDF File Bana sakte hai . Bahut hi easy hai text file ko in software me open kare or Save as ya Export as PDF file kar de . Aapki Word ya Text File PDF file ban jayegi . To ye to baat hui software ka use kar ke PDF file banana ab hum Online PDF file kaise banaye vo jante hai .
Online Word ya Text File se PDF File Kaise Banaye
Online bhi hum PDF file bana skte hai bahut sari websites hai jin ka use kar ke hum PDF file bana sakte hai jo mai aapko websites ataunga un se aap Free me PDF files bana sakte hai . Niche me aapko un 2 website ke name bata deta hu jo mujhe kafi acchi lagti hai or me use karta hu .
- freepdfconvert.com
- convertio.co
Chaliye in website se PDF file banate hai .
Freepdfconvert website se PDF File Kaise Banaye
sabse pahle aap freepdfconvert.com par jaaye .website ko open karne ke liye apne internet browser me www.freepdfconvert.com type kar or Enter button dabaye .
Website open hone ke baad yaha aapko niche image jaisa page dekhega .
- yaha par click kar ke apni file ko select kare jisko aap PDF File me banana chahte hai .
- yaha par PDF rahne de kuki hame PDF file banani hai
- PDF File banane ke liye Convert ki button par click kar de .
Ab thodi der intjaar kare aapki file PDF me convert ho jayegi uske baad aapke samne usko download karne ke liye download button aa jayega us par click kar ke aap pdf file download kar sakte hai .
to is tareh se hum freepdfconvert.com websiite ka use kar ke Free me kisi bhi file ko PDF file me convert kar sakte hai .
Convertio.co website se PDF File Kaise Banaye
yah website bhi kafi achi hai is website ka use kar ke bhi hum Free me pdf file bana sakte hai . sabse pahle aap is website par jaye . website me jaane ke baad aapko niche di gai image jaisa page dekhega .
yaha par likha hai ki Select File To Convert matlab file ko select kariye convert karne ke liye or yaha par hamare samne file ko select karme ke kai sare option hai .From computer, Dropbox, Google Drive , URL
hum yaha par Computer ke icon oar click karenge kuki hume apne computer ki file ko PDF file me banana hai . Ab aap apni file ko selete kar lijiye uske baad . Ume is File ko PDF file me convert karna hai to hum yaha par PDF ko set karenge . niche image dekhe .
- sabse pahle aap yaha par kis Fromat me convert karna hai vo select kare . Hame PDF banana hai to hum To : DOCUMENT >> PDF set karenge .
- Ab Convert ki button par click kar de .
Todi der wait kariye file convert hone ke baad aapke samne download ka option aa jayega . File ko Download karne ke liye DOWNLOAD ki button par click kar de . File download ho jayegi .
Ab hum jaan chuke hai ki Online PDF File Kaise Banate Hai .
Friends aapko ye information (PDF File Kaise Banaye in Hindi) kaisi lagi hume comment kar ke jaur bataye . Agar is bare me kuch puchna ho to hume comment kar ke jarur bataye .
[su_divider top=”no”]
PDF File Kaise Banaye in Hindi , Word ya Text File ko PDF File me Kaise Convert Karte Hai , PDF File Banane ka Tarika , Word Document To PDF Kaise Banaye in Hindi .
Hello
Very great and informative article.
Thanks for sharing such a great article (earnindiapassive.com)
best information.
Thanks For Comment Ameer .
good
Thanks for comment .. good advice for u aisi website na banaye jisse aage ja k aapko problem ho .. or apne domain ki information ko chupa k rakhe, riya singh 7632 (9**0*9609*) .
Nice Post
Thanks for the information.
Thanks For Comment !