Facebook Profile ko Search Engine se Kaise Hide Kare in Hindi
Friends aaj hum janege ki Facebook Profile ko Search Engine se Kaise Hide Kare in Hindi . Kuch log apni Facebook Profile ko search engines se hide karna chahte hai ku ki unhe bure log search engines par unki Facebook photo or profile ko khoj kar galate stemaal karte hai . jyada tar aisa ladkiyo ke saath hota hai . kuch log unki profile ko khaj kar unhe faltu ke message ya friend request bhejte hai or paresaan karte hai .
Bahut sare log apni privacy ko dyan me rakhte huve vo sochte hai ki unki Facebook profile search engines par na show ho . Khar karan kuch bhi ho agar aap nahi chahte ki aapki facebook profile search engines par na show ho to aap apni facebook settings se aaram se aisa kar sakte hai . To aaj hum jaan lete hai ki Facebook Profile ko Search Engine se Kaise Hide Kare in Hindi
Facebook Profile ko Search Engine se Kaise Hide Kare in Hindi
Facebook profile ko search engines se hide karna bahut hi aasan hai . kuch simple steps ko kar ka aap ye kar sakte hai . niche ke steps ko follow kare aapki facebook profile search engines se hide ho jayegi .
Step 01:
Sabse pahle aap apne Facebook accont me login kare . facebook me login karne ke baad top menu me lock ke icon par click kare or fir menu open hone ke baad See More Settings par click kare .
See More Settings par click karte hi aap Facebook ki privacy settings ke page par chale jayenge .
Step 02:
Privacy Settings and Tools ka page open hone ke baad . Is page ke Who Can Look me up vale section me jaye . yaha par aapko Do You Want search engines outside of Facebook … aisa likha huva milega , iske samne abhi Yes set hai yaani ki search engines aapki Facebook profile ko apne search result me la sakte hai . isko change karne ke liye samne likhe Edit par click kare .
Step 03:
Edit par click karte hi aapke samne ek message aayega or vaha par Tik ka hoga . us Tik par click kar ke hume use Tik ko hatana hai , Taaki hamari Facebook Profile Search Engines me na aaye . To yaha par Tik ke nisaan par click kare .
Step 04:
Tik ke icon par click karne ke baad hamare samne ek popup aayega yaha par Turn Off ki button par click kare .
Turn Off ki button par click karte hi Tik ka nisan hat jayega . Or ab aapki Facebook Profile Search engines me nahi aayegi or koi bhi aapko search engine jaise Google , Yahoo ya koi bhi dusre search engine me nahi khoj payega .
To friends is tareh se hum Apni Facebook Profile ko Search engines se hide kar sakte hai . Ye post Facebook Profile ko Search Engine se Kaise Hide Kare in Hindi kaisi lagi , Comment kar ke bataye or apne friends me bhi share kar taaki un ko bhi pata chale or vo safe ho sake .
Video Tutorial : Facebook Profile ko Search Engine se Kaise Hide Kare
Is Hindi Video se app sikhenge ki Facebook Profile ko Search Engaine se Kaise Chupate Hai ( Hide Facebook Profile From Search Engaines ) . Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video Dekhe
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=hshoZNKJbjI”]
Agar aapke ye video pasand aaya ho to Hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Taki aapko aise video dekhne ko mile . Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact us. (Advertise with us )
[su_divider]
Facebook Profile ko Search Engine se Kaise Hide Kare in Hindi , Hide Facebook Profile From Search Engines in Hindi , Facebook Profile Ko Kaise Chupaye , Facebook Profile Ko Kaise Hide Karte Hai .