YouTube Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare
Dosto aaj hum YouTube ki is Post me Sikhenge ki YouTube Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare (How To Add Subscribe Button To YouTube Video in Hindi) YouTube ki pichali post me humne sikha ki YouTube Me Account Kaise Banaye or YouTube Account ko Verify Kaise Kare. Ager Apko Apne YouTube Channel ke View ko badhana hai to aapko apne YouTube Channel ke Subscribers ko badhana hoga .YouTube me Subscriber ko badhane ke liye yah ek aasan tarika hai . Aap Apne Video me Subscribe button ko add kar de Jisse ko aapki Video ko Dekhne vala video par dekh rahi subscribe button par click karke aasani se aapke channel ko subscribe kar sake .
Ager aap YouTube se Paise Kamana chahte hai (Make Money Form YouTube)to paise kamane ke liye bhi yah jaruri hai ki aapke YouTube channel par subscriber jyada ho kuki Subscribe jyada matlab jyada views or jyada view matlab jyada Paise .
Aapne YouTube par Bahut sare video dekhe honge jab hum video play karte hai to video ke side me YouTube Channel ka icon (Photo) show hota hai , jis icon par hum click krke us channel ko subscribe kar sakte hai to dosto aaj hum bhi apne video YouTube Video me Subscribe watermark logo add karnge .ager aapko YouTube Channel ko grow karna hai to aap ko bhi apne YouTube Video me Subscribe Ka button add kar lena chahiye . (Get Subscribe Button On YouTube Videos in Hindi)
Ye Bhi Jane :
- YouTube Video ko Facebook Page se Kaise Connect Kare
- YouTube Channel ko Google Adsense Se Kaise Connect Kare
- YouTube Itihas Kaise Mitaye
YouTube Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare (How To Add Subscribe Button To YouTube Video)
Step 01:
Sabse pahle aap YouTube ki site par jaaye YouTube ki website me jane ke liye apne internet browser me www.youtube.com Type kare or Enter button dabaye .
Step 02:
YouTube ki website par jaane ke baad aap apne YouTube account me login Kare .
Step 03:
YouTube me login hone ke baad ab aap right side me channel icon par click kare fir Creator Studio par Click Kare .
Step 04:
Creator Studio par Click karte hi aapke samne YouTube Creator Studio ka page khulega ab aap vaha par Channel me clik Kare fir Branding Par Click Kare Uske bad ab aap Add a watermark par click kare. jyada information ke liye niche ki image dekhe .
- Sabse pahle aap CHANNEL par click kare.
- uske baad aap Branding par Click kare.
- Branding me Add a watermark par click kare .
Step 05:
Add a watermark par click karte hi aapke samne ek pop up window aayega jaha se hume apne video par aane ke liye watermark image set karna hai .
- Choose File par click kare . Choose File par click karte hi aap apne computer se Image file ko choose kar sekte hai . apki image ka formet PNG ya GIF hona chahiye . or aapki image file 1 MB se kam honi chahiye.
- image choose karne ke baad aap Save ki button par click kar de .
Save par click karte hi aapke YouTube video par branding watermark (How to add Subscribe button to all You Tube Video in Hindi) yaani ki aapne jo image upload kari hai vo show hone lagegi or ab aapke YouTube Viewers us par click karke aapke YouTube Channel ko subscribe kar sakte hai.
Ye Jarur Padhe :
- Browser Search History Kaise Delete Kare
- mCent Mobile App Se Paise Kaise Kamaye
- IDM ki Speed Kaise Badhaye (Download Speed)
To es tareh se aap bhi apne Channel ke YouTube Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare or is Watermark par koi bhi click karke aapke channel ko subscribe kar sakte hai . Mujhe lagta hai ki aapko yah information aapko jarur pasand aayegi comment karke batana na bhule . ager YouTube se related kuch puchna ho to Comment jaruru kare .
[su_divider top=”no”]
munnashs
Hello frineds i am Raghvendra singh s/o Mr.Rajkumar singh
Vill..Majhauwa babu harraiya basti
Mo.98*******8
Sar whatemark image matalb