Facebook Password Kaise Change Kare in Hindi
Dosto Aaj ki is Post me Hum Sikhenge Ki Facebook Password Kaise Change Kare in Hindi . Dosto Facebook ka account aaj kal sabske pass hota hai or sab Facebook use karte hai . Par Facebook Use karte samaye hame apni privacy ka dyaan rakhte huye Facebook Password ko Change karte rahna Chahiye .
Facebook Password Change karne ke kai saare karen ho sakte hai ager aapko lagta hai ki aapka password kisi ko pata chal gaya hai ya ager aapko lagta hai ki aapka Facebbok Account koi or use karta hai to aapko apna Facebook Account ka Password Change kar lena chahiye . Facebook Account ka Password Change karna kaafi aasan hai. Chaliye Sikhta hai ki Facebook Account ka Password Kaise Change karte hai
Facebook Password Kaise Change Kare in Hindi
Facebook password change karne ke liye aap niche diye gaye steps ko follow kare
Step 01:
Sabse pahle aap Facebook ki website me jaaye or apne Facebook Account me login kare .
Step 02 :
Facebook Account me login karne ke baad ab aap Facebook me top menu me uper right side me ek Down arrow ka icon hoga us icon par click kare . Down Arrow par Click karte hi aapke samne kai sare option aayenge ab in option me se aap Setting par click kar de .
Step 03:
Setting par click karte hi aapke samne Facebook account ki General Setting ka page open hoga . Ab is page me aapko Password likha huva dekhege or uske aage Edit likha huva hoga . Facebook Password Change karne ke liye aap Password ke aage vaale Edit par Click kar de . niche image dekhe.
Step 04:
Edit par click karte hi aapke samne ek page aayega yaha se hum apne password change kar sakte hai .
- Current : Current vale box me Hume abhi ka jo password hai vo bharne hai
- New : is box me hame naya password dalna hai jo hum rakhna chahte hai .
- Re – type new : yaha par hume apna new Password dubara se dalna hai jo uper ke New ke box me dala hai .
Ye Bhi Jane :
- Facebook se Video Kaise Download Kare
- Facebook Par Friend List Kaise Chupaye
- Facebook Par Kisi Ko Block Kaise Karte Hai
Facebook Password Change karte samaye in Bato ka dyaan rakhe
Facebook Password Change karte samaye kuch baato ka dyan rakhna chahiye .
- Aap apna Password Strong rakhe. asa password na rakhe ki koi bhi password ko anumaan laga sake .
- Facebook Password apna Name ya Moblie number na rakhe taaki kisi hack karne vale ke liye aasan ho jaye.
- Facebook Password 123 ya abcd na rakhe or hai asa password rakhe ki aapko yaad rahe par koi or pata na laga sake .
New Password ko sahi se bharne ke baad ab aap Save Changes par Click kar de . niche image dekhe :
Step 05:
Save Changes par click karte hi ek pop up aayega usme likha hoga Password Changed matlab ki ab aapka password change ho gaya. par yaha par choose karne ke liye do option hai .
- Log out of other devices : Is Option ko choose karne se ager aapka Facebook Account kahi or kisi Devices me khula hoga to vo Log out ho jayega . maire hisab se Password Change karne ke baad aapko yah option hi choose karna chahiye .
- Stay Logged in : isko Choose karenge to Password Change hone ke baad bhi ager aapka Facebook Account kahi open hai to Khula hi rahega .
Yaha par Log out of other devices ko choose kare or Continue ki button par click kar de . aapka Facebook Password Change ho jayega .
Aap jaan hi gaye honge ki Facebook Password Kaise Change Karte hai . yah post (Facebook Password Kaise Change Kare in Hindi) aapko kaise lagi comment karke jarur bataye . Umid hai ki ab aap apna Facebook password aasani se Change kar payenge .
Video : Facebook Password Kaise Change Kare ( How to Change Facebook Password in Hindi )
Facebook hindi video tutorial is video me aap janege ki Facebook ka password kaise change karte hai . Is tareh ke or bhi hindi video YouTube par dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
Agar ye Video pasand aaye to aap is hindi chennal ko YouTube par subscribe karne ke liye click kare : Subscribe
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=varR-YkmzF8″]
agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us .
Ye Jarur Padhe :
- Facebook Profile Photo Kaise Change Karte Hai
- YouTube Se Paise Kamane Ka Tarika
- Gmail Password Kaise Badlte Hai
[su_divider top=”no”]
Facebook Password Change , Change Facebook Password in Hindi
are sir me apna password bhul gyii hu..or mera koi bhii account fb account se bhii juda h..nahi mere number..pe koi code aa rha h toh me ..apna.password kaise reset kro ..
mujhe ye account open karna bhut jruri h b’coz iz..account pr meri bhut sari picture’s uploads h..
ab..btao..me..apna..password..kaise..reset..kro..aap..meri..is. id.pe..code..send ..kr..do..plzz
..plzzz..help me..
mini ji ,
Hum aapki help jarur karenge . Dont Worry.
Kb help kroge sir ..bhut..problem..create..ho..rhii..h
mail karo (Apna mail check karo)
Nice post (biswajit2.com)
Thanks For Comment ..
great artical sir bhut achi jankari di hai apne. (kaisehow.com)
Thanks For Comment Sandeep !