Facebook Account Kaise Banaye Create Facebook id
Aaj Ka hamara subject hai ki Facebook Account Kaise Banaye Create Facebook id. par Facebook Account ko banane se pahle ye jan lete hai ki Facebook hai kya ? Aapne Facebook ka name to bahut suna hoga . Facebook duniya ki sabse famous social networking hai. Facebook me hum apna account bana kar apne dosto or family ke sath apni photo , video , thoughts ko share kar sakte hai or unse jud kar unki updates ko dekh sakte hai, Like kar sakte hai, share kar sakte hai .
Hindi me Padhne ke liye yaha Click Kare (हिंदी मे पढ़े ) : फेसबुक अकाउंट कैसे बनाते है ( Create Facebook Account in Hindi)
Facebook ko aaj ke yug ki social life bhi kaha ja sakta hai . Kuki lagbhag sabhi log Facebook ka use karte hai or apni social life ko share karte hai or dosto se jude rahte hai. Facebook par account banana free hai .
Facebook Account ku banana chahiye – Facebook Account ke Fayde :-
- Facebook par account banana Free hai .
- Facebook par aap apni Profile bana sakte hai or logo ko Friend request bhej sakte hai or prapt kar sakte hai.
- Facebook par aap Photo, Video share kar sakte hai.
- Facebook par apne Friends ki Facebook update ko dekhe sakte hai .
- Facebook par aap apne Friends se chat kar sakte hai .
- Facebook par aap apne Facebook Page or Facebook Group bana sakte hai.
- Facebook 24 ghante chalu rahta hai .
- Facebook Account ko aaj kal Dusri websites bhi support karti hai .
Ye bhi padhe :
- Facebook me Apne Aap Play Hone Vale Video Auto Play Kaise Band Kare .
- YouTube se Paise Kaise Kamate Hai (Make Money With YouTube in Hindi)
Facebook Account Kaise Banaye Create Facebook id step by step :-
Step 01 :
Sabse pahle aap Facebook par jaye . Facebook par jane k liye yaha click kare : www.facebook.com ya fir apne web browser me www.facebook.com likhe or Enter button dabaye.
Step 02 :
Facebook ki site open hote hi aapko faceboook site me Create an account ka form dekhega . es form ko bhare .
Step 03 :
Create an account ki button dabate hi aapke samne new page open hoga es step ko aap skip bhi kar sakte hai or step skip karte hi aap ko profile photo lagane ko bolega .aap profile photo ko apne system (computer) se pic kar sakte hai . ya fir es step ko bhi aap skip kar sakte hai . skip karne ke liye jaha par skip likha ho vaha par click kar de .
Step 04 :
Facebook aapke diye huve email par confirmation email send karega . email confirm karne ke liye aap apne email account ke inbox me facebook dvara aaye huve email ko open kare or usme diye gaye link par click kar de .
Email confirm karne ke baad aapka facebook account ban kar taiyar ho jyega ab aap esme apni profile photo lagaye , cover photo lagaye, New friends banaye…. To dosto is prakar se aap Facebook Account Bana sakte hai .
Ager aapke man mai koi question ho ya Facebook Account Kaise Banaye Create Facebook id es Bare Mai or Kuch Janna Ho to Plz Comment Kare Or hume aapki Help karne ka mauka de.
हिंदी मे पढ़े : फेसबुक अकाउंट कैसे बनाते है Facebook Account Kaise Banaye
Facebook Video Tutorial : How To Create Facebook Account in Hindi | Facebook Account Kaise Banaye
Is hindi video me aap jaanege ki Facebook Account Kaise Banate hai . Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=VGkLKydCqjI”]
Agar aapke ye video pasand aaya ho to Hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us. (we promote your link)
[su_divider top=”no”]
Facebook Account Kaise Banaye , Facebook Account Banane ka tarika , How To Create Facebook Account in Hindi , Create Facebook Account in Hindi
[email protected]
comment me email na dale .
Jay Shri ram
Jay shri Ram
ram Kai bhackt ho to bolo Jay Shri Ram .
Jay Shri Ram !
Jay Shri Ram!
Ye Mobil main banane ka tariqa hain ya computer main? Plz tell me
yaha computer se bataya h but aap mobile se bhi bana sakte h same steps follow kar k ..
Thank You So Much Sir For Providing Information About Facebook.☺️
Sir Kya Facebook Par Ek E-Mail Se 2 Account Bana Sakte Hai?? (AnyTechnoinfo.com)
facebook par aap 1 email se 1 profile (as a person) hi bana sakte hai par aap 1 email ka use kar k apni personal id ke sath sath kai facebook pages create kar sakte hai .Thanks for comment Nomi !!