Facebook Par Cover Photo Kaise Lagaye in Hindi
Aaj hum janege ki Facebook Par Cover Photo Kaise Lagaye in Hindi ji haa agar ap Facebook me cover Photo change karna ya upload karn achahte hai to ye post ko padhte rahiye . Friends agar aap Facebook par account banate hai to Account banane ke baad hum sabse pahle Facebook profile Lagate Hai taki hamare friends hume khoj paye . Facebook profile Kaise Lagaye hum isse pahle ki post me jaan chuke hai .
Facebook Profile ko lagane ke baad hume Facebook par Apni Cover Photo ko laga lena chahiye . Cover photo hamare Facebook Profile page par hoti hai , Jyada tak cover photo aisi lagani chahiye jisse aapki personality or apke bare me pata chale . Facebook ko computer or mobile dono par hum chalate hai , Facebook cover photo hum dono se laga sakte hai .
To chaliye friends hum Facebook Cover Photo ko lagate Hai .
Facebook Par Cover Photo Kaise Lagaye in Hindi
Facebook cover photo ko hum pahle computer se lagana sikhenge . Niche diye gaye steps ko follow kare .
Step 01:
Apne Facebook Account me login kare .
Step 02:
Facebook Account me login hone ke bad , Facebook ke top menu me apne name par click kare or ani profile me jaye .
Step 03:
Facebook Profile me jane ke baad cover photo ko lagane ke liye Add cover Photo par click kare .
Step 04:
Add Cover Photo par click karte hi aapke samne popup aayega Upload Photo par click kare .
Step 05:
Upload Photo par click karte hi aapke samne ek popup aayega , ab aap apne computer se Cover photo ke liye Photo ko select kare or Open ki button par click kar de .
Open par click karte hi apki photo upload hone lagegi .
Step 06:
Photo Facebook me upload hone ke baad vo photo aapke faecbook cover par aa gayegi .
Cover photo ke niche Save change ki button par click kar de .
Friends ab apki cover photo lag chuki hai to friends aapne jana ki Facebook me computer se Cover photo kaise lagate hai .
To Friends aaj humne jana ki Facebook Par Cover Photo Kaise Lagaye in Hindi , Apko ye post kaisi lagi hume comment kar ke jarur bataye or apne Friends – family me share jarur kare .
Agar aapko Facebook cover photo set karne me koi problem aa rahi ho ya Facebook ke bare me kuch puchna ho to niche comment jarur kare .
Video Tutorial : How To Add Cover Photo on Facebook in Hindi | Facebook Cover Photo Kaise Lagaye
Is hindi video se app sikhenge ki Facebook Par Cover Photo Kaise Lagate Hai (How to Add Cover Photo on Facebook). Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=xDXGXC__Ad8″]
Agar aapke ye video pasand aaya ho to Hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us. (we promote your link)
[su_divider top=”no”]
Facebook Par Cover Photo Kaise Lagaye in Hindi , Facebook me Cover Photo Kaise Upload Kare , Facebook Cover Photo Kaise Change Kare , Facebook Cover Photo Kaise Badlte Hai , How To Upload Cover Photo on Facebook in Hindi