Facebook Profile Photo Kaise Lagaye in Hindi
Friends aaj ki ye post Facebook ke bare me hai. Facebook Profile Photo Kaise Lagaye in Hindi , ya Facebook Profile Photo ko kaise Badle . friends facebook hum sab use karte hai to jab hum facebook account create karte hai to hamara sabse pahla kaam Facebook par profile photo ko lagane ka hona chahiye kuki facebook par hamare friends ke liye hume khojna aasan ho jayega kuki Facebook par ek hi name vale kai log hote hai to name se khojna kaafi muskil ho jata hai .
Facebook par profile photo hamari Facebook id hoti hai jis ki help se hume hamare friends khoj pate hai . Facebook Profile Photo ko lagane se pahle hum ye baat dyan se jaan le ki Facebook par Profile photo apni hi lagaye , kisi dusre ki photo ko bilkul na lagaye kuki isse apke facebook profile ke ban hone ka khtra badh jata hai .
Facebook Profile ko hum computer or internet par use karte hai To Facebook profile ko hum computer or Mobile dono par laga sakte hai , Upload kar sakte hai . Friends is post me hum dono tariko se Facebook profile Photo ko lagana sikhenge . Pahle Computer par fir Mobile dvara to chaliye aaj ki post start karte hai . Facebook Profile Photo Kaise Lagaye in Hindi
Ye Bhi Padhe :
- Facebook par Friend list Kaise Chupaye
- Facebook se Video Kaise Dwonload Karte Hai
- Facebook Ka Password Kaise Badalte Hai
Facebook Profile Photo Kaise Lagaye in Hindi
Computer se Facebook Profile Photo ko lagane or change karne ke liye aap niche diye gaye steps ko follow kare
Step 01:
Apne Facebook Account me login kare . Fir Apni Facebook ki profilr me jaye . Facebook Profile me jane ka liye Facebook top menu me apne Name par click kare ya fir left side me apne Name par click kare .
Step 02:
Apni Facebook Profile me jane ke baad , Profile Photo ko lagane ya badalne ke liye profile photo ki jagah par click kare .
Step 03:
Ab apke samne Add Photo ka popup aayega . Yaha par appke samne do option honge .
- +Upload Photo – is option par click kar ke aap apne computer se Facebook profile ke liye Photo Select kar sakte hai .
- Take Photo – par click kar ke aap apne web cam se photo le kar Facebook profile bana sakte hai .
Hum apne computer se photo ko select karna chahte hai is liye + Upload Photo par click karenge .
Step 04:
AB humare samne new popup aayega isme hume computer se Profile Photo ko select karna hai or Facebook par upload karna hai .
Open ki Button par click karte hi aapki Photo Facebook me upload hone lagegi .
Step 05:
Photo Facebook me upload hone ke bad aapke samne aa jayegi .
- Drag to Reposition – yaha par click karke apni photo ko re – position kar sakte hai .
- Edit – yaha par click kar ke aap apni image ko Edit kar sakte hai .
- yaha par ek slider hai – zoom sider isse aap apni photo ko chota – bada kar sakte hai .
- Save
Save ki button par click kar de .
Ab aapki Facebook Profile photo lag chuki hai .
Ye Jarur Padhe :
- YouTube Se Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye
- Computer Par WhatsApp Kaise Chalate Hai
- Kisi Bhi Mobile Number ki Information Kaise Pata Kare
Android Mobile se Facebook Profile Photo Kaise Lagaye
Step 01:
Mobile me Facebook App ko open kare or Fir Apne Facebook Account me login kare .
Step 02:
Facebook Account me login karna ke bad ab Facebook App me top right me 3 line par click kare .
Step 03:
Tin Line par click karne ke baad aapke samne kai sare option aayenge yaha par aap apke Name par click kare or apni profile me jayenge .
Step 04:
Apni profile me jane ke baad , Apni profile photo par click kare .
Step 05:
Ab aapke samne Change profile Picture ka Popup aayega
- Take a Photo – is option ko select karke aap apne mobile ke camera se photo le ke Facebook profile photo set kar sakte hai .
- Upload a Photo – ye Option select kar ke aap apne Mobile phone me save photo me se Facebook profile photo select kar sakte hai .
- Choose From tagged Photos – Tagged photos se aap Facebook Profile select kar sakte hai .
- View Photo – facebook par upload ki hui photo se facebook profile ke liye image select kar sakte hai .
Hum Upload a Photo ke option par click karenge kuki jis photo ko hum Facebook profile banana chahte hai vo hamare phone me save hai .
Step 06:
Ab aap apne mobile phone se Facebook Profile ko select kare .
Photo select karne ke baad apki photo facebook me Upload ho jayegi or Apki Facebook Profile change ho jayegi .
Friends is tareh se aap apni Facebook Profile Photo ko laga sakte hai . Agar aapko aaj ki post Facebook Profile Photo Kaise Lagaye in Hindi acchi lagi ho to comment kar ke jarur bataye or apne friends ke sath share jarur kare taki unko bhi iske bare me pata chale .
Ye Bhi Jane:
- Facebook Ko Hindi Me Kaise Kare
- Facebook Par Kisi Ko block Kaise Kare
- Facebook Par Fake Account Ka Pata Kaise Lagaye
Video Tutorial : How To Upload Facebok Profile Photo in Hindi| Facebook Par Profile Photo Kaise Lagaye
Is hindi video se app sikhenge ki Facebook Par Profile Photo Kaise Lagate Hai . Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=HxsbsKstE2k”]
Agar aapke ye video pasand aaya ho to Hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us. (we promote your link)
[su_divider top=”no”]
Facebook Profile Photo Kaise Lagaye in Hindi , Facebook Profile Picture Kaise Change Kare , Facebook Me Profile Photo Kaise Upload Kare , Facebook Par Profile Picture Kaise Badle , Change Your Facebook Profile Picture in Hindi , Facebook Profile Photo
thakns sir aapki post ne meri bahut help ki hi
thanks for comment Aman Singh !
bro mene apni pro pic toh upload krli hai but kya aap mujh album bnana sikha skte ho ? (hindifaq.com)