Facebook Video Autoplay Kaise Band Kare Disable Autoplay in Hindi
Dosto Facebook ki is Pst me hum Janege ki Facebook Video Autoplay Kaise Band Kare Disable Autoplay in Hindi (Disable / Stop Autoplay Video on Facebook) Facebook Chalate time aapne dekha hoga ki facebook ki video apneaap (Autoplay) hone lagti hai . Facebook is tareh ke changes hamesa karte rahta hai . aaj es post me hum ye jaanege ki facebook Video Autoplay ka feature kaise band kare .
Facebook AutoPlay Feature me Facebook par jo videos hai vo autopaly hone lagti hai yaani ki hum video play na kare fir bhi Facebook video play hone lagti hai . Facebook ka yah video autoplay ka feature bahut logo ko pasad aaya hai par kuch log esse kaafi paresaan hai kuki facebook ke es feature se video autoplay hone lagta hai or hamara internet ka data loss hota , hum video nahi dekhna chahte fir bhi vo play hone lagti hai .
Facebook ne Video Autoplay ka feature nikala hai . Sath hi Facebook ne usse band karne ka option diya hai ,jiska use karke hum Facebook ke Video Autoplay ke feature ko band kar sakte hai (Disable Autoplay Video on Facebook in Hindi) .
Ye Jarur Padhe :
- Facebook Search History Kaise Delete Kare
- Facebook Account Delete or Deactivate Kaise Kare
- Facebook Password Kaise Badlte Hai
Facebook Video Autoplay Kaise Band Kare Disable Autoplay in Hindi (How To Stop Video Autoplay on Facebook)
Facebook me video auto play ke feature ko band karne ke liye steps ko follw kare : –
Step 01:
Sabse pahle aap facebook ki website me jaaye or apne Facebook Account me Login Kare .
Step 02:
Facebook me login hone ke baad aapko Facebook ke right side me uper ek down arrow ka icon dekhega us arrow par click kare .
Step 03:
Down Arrow par click karte hi aapke samne kai saare option aayenge ab un option me se aap Setting ke option par click kar de .
Step 04:
Setting par click kartehi aap Facebook ki Gernral Account setting me chale jaaoge . Facebook me Video Autoplay ko band karne ke liye aaoko Video setting me jana hoga Facebook ki Video Setting me jaane ke liye aap Video par click kare .
Step 05:
Video setting me jaane ke baad aapko do option dikhai denge . 1> Video defalt Quality or 2> Auto-Play Videos . Hume yaha par Auto-Play Video ki setting to dekhna hai . Auto-Play Video me Default set hoga yaha par Default ki jageh par Off select kar le .
Auto-Play Video me Default ki jageh off selet karte hi Facebook me apne aap play hone vali video ab apne aap Play nahi hogi .
To dosto es tareh se humne es post me sekha ki Facebook Video Autoplay Kaise Band Kare Disable Autoplay in Hindi (Stop Video Autoplay on Facebook) . Ager aapko ye post pasend aai ho to aap hame comment karke jarur bataye .
Ye bhi padhe :
- Facebook Ko Hindi Me Kaise Kare
- Facebook Ke Faltu App Notification Kaise Band Kare
- YouTube se paise kaise kamaye Video upload karke
- YouTube Account ya Channel Kaise Banaye (Create YouTube Account in Hindi)
[su_divider top=”no”]
Facebook Video AutoPlay Kaise Band Kare , Stop Facebook Video AutoPlay in Hindi