Google Par Photo Kaise Upload Kare Kaise Dale
Freinds aaj hum Janege ki Google Par Photo Kaise Upload Kare Kaise Dale , Google ki search me apni image kaise laye . Friends aapme se hi bahut sare logo ne ye pucha hai ki Google Par Photo Upload Kaise Karte Hai , kuki aap apni photo ko google me lana chahte hai . matlab ye ki agar koi google par aapka name type kare or search kare to aapki photo google par dekhe .
Friends har koi google par apni Image ko upload karna chahta hai , kuki ki agar aapki photo google me aati hai to acha lagta hai to aaj me aapko bataunga ki google par apni image ko kaise laye or image ko kaha par dale ki vo google search me aaye .
Pahle hum hum ye jaan lete hai ki google kam kaise karta hai . Friends aapko to ye pata hi hoga ki google ek search engine hai yaani ki google me hum kuch bhi type kar ke search kare to vo hume result dekhata hai .
Aap ye baat acche se jaane le ki hum koi bhi image ko google par nahi dale sakte , vo search engin hai jo hume search result dekhata hai . google duniya ki sabhi website me hamare search kiye huve word ko khojta hai or usse jude result ko dekhata hai . to google par hum jo image ko dekhte hai vo google par upload nahi ki hui hoti hai vo unhe kisi or website se khoj ke dekhta hai karta hai .
Google Par Photo Kaise Upload Kare Kaise Dale
Ab hum apni image ko google par kaise laye ? Ghabrayiye nahi aaj me aapko yahi batunga ki aap Google search me image ko kaise la sakte hai Or image me aisa kya kare ki aapki Image google ke search me aaye .
Google search me hum apni image ko kai tariko se la sakte hai .
- Social media par apni image ko upload kar ke
- Apni website ya blog par image ko upload kar ke
Hum in do tariko se aasani se google search me image ko la sakte hai . Lakin social media jaise Facebook , Google + , Twitter par apni image ko upload karne se pahle hume Image ka SEO karna padega taaki image google par aaye . Agar aapne aisa pahle nahi kiya hai to koi problem nahi hai kuch bahut hi simpal steps ko karna hai or Apni Image ko social media par upload karne ke liye tiyar karna hai .
Image ko Upload Karne Se Pahle Image Ka SEO Kaise Kare
Image ko kahi bhi upload karne se pahle image me kuch changes kare , taki image search me aaye . Niche diye gaye steps ko follow kare .
Step 01:
Image ka name vo rakhe jise name ke liye aap image ko google par chahte hai .
Step 02:
Uske baad image par right click kare or Properties par click kare .
Ste0 03:
Properties open hone ke baad . Detaels tab me jaye . fir yaha par kuch detales ko bahre .
- Image ka title dale – title apna name ya vo dale jise google par dalne se ye image aaye .
- Subject : yaha par bhi aap apne name ya Title ko hi copy paset kar de.
- Tags : Tags important hai yaha vo sabd dale jise google par search karne se ye image aaye . kai sare sabd dale.
- Comment me bhi aap apna Keyword dale de .
- Apply Ki button par click kare .
- OK Par click kar de .
iske baad Apply ki button par click kar de or fir OK ki button par click kar de.
Ab hamari image upload karne ke liye tiyaar hai . Image ka basic SEO ho Chuka hai . Ab hum Image ko kisi bhi social media (Facebook , Twitter , Google +) par upload kar sakte hai . Me yaha par aapko Facebook me Image ko Upload kar ke Bataunga .
Google Par Photo Lane ke Liye Facebook me Image Kaise Upload Kare
Apne facebook Account me login kare .
Facebook me login hone ke baad us image ko Facebook me upload karne ke liye Photo/Video par click kare . niche image dekhe .
Ab aapks samne ek popup ayega yaha par aap apni image ko selete kare jiska hamne abhi SEO kiya tha . Image Select karne ke baad Open ki Button par click kar de .
Ab aapki Image Facebook me upload hone lagagi . upload hone ke baad us image k0 Public kar ke Post kar de . niche image dekhe .
Ab hamari image Facebook par upload ho chuki hai .
To Friends aapki image kuch hi dino me google ke search me aane lagegi . aapko ye post Google Par Photo Kaise Upload Kare Kaise Dale kaisi lagi comment kar ke bataye .
Agar Is bare me kuch or janna or puchna hai to comment jarur kare . Hum aapki help jarur karenge . Information aachi lagi ho to friends or family ke sath share jarur kare .
Video Tutorial : How To Upload Image On Google in Hindi | Google Par Photo Kaise Upload Kare
Is hindi video me appjanege ki Google par photo kaise upload kare (How To Upload Image on Google in Hindi). Is tareh ke Hindi video tutorial dekhne ke liye yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=AP-Hp9ejhss”]
Agar aapke ye video pasand aaya ho to Hindi channel ko YouTube par subscribe jarur kare , Subscribe karne ke liye yaha par click kare : Subscribe
agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us. (we promote your link)
[su_divider top=”no”]
Google Par Photo Kaise Upload Kare Kaise Dale , Google Par Image Kaise Dale , Google Par Image Upload , Google Par Photo Kaise Upload Karte Hai , Google Par Photo Kaise Dale , Google Par Photo Upload Kaise Karte Hai , Google par Photo Upload Kaise Kare , How To Upload Image On Google Search in Hindi
Hello friend
Bahut achi jankari di hai apne.sir ek bar hamari site bhi jarur check kare kaisi hai (besthelpworld.com)
Thanks For Comment !