IFSC Code Kya Hai Bank Ka IFSC Code Kaise Pata Kare
IFSC Code Kya Hai Bank Ka IFSC Code Kaise Pata Kare , Friends aaj me aapko bahut hi kaam ke information dunga aaj hum janege ki kisi bhi bank ka IFSC code kaise pata karte hai . Lakin aap itna jaan le ki jab bhi aap bank se paise magate ya bhejte hai to IFSC code ki jarurat padti hai . Kai baar SWIFT code ki bhi jarurat padti hai .
IFSC code ko aap bank se bhi pata kar sakte hai , lakin hamare pass itna time nahi hota hia ki hum bank jaye or IFSC code ko pata kare , Aaj me aapko bataunga ki online ghar baith kisi bhi bank ka ifsc code kaise pata kare , bank ka ifsc code pata lagana bahut hi aasan hai . to chaliye aaj ki post suru karte hai or sabse pahle jante hai ki IFSC kya hota hai .
IFSC Code Kya Hota Hai
Friends IFSC Code banking se juda huva code hai , jo money transfer me kaam aata hai . IFSC Code (Indian Financial System code ) ye ek code hota hai jise RBI (Reserve Bank of India) ne bahi indian banks ko diya huva hai . IFSC code har bank ko diya jata hai jiseki madat se hum bank ko identify kar sakte hai kuki har bank ka IFSC code alag alag hota hai .
Jab aapko kisi bank se dusre bank me paise transfer karna ho to, aapko us bank ke IFSC code ki jarurat padti hai jaha paise transfer karna ho , Ku ki IFSC code sabhi banks ke unique hote hai . To bus aap itna jaan lijiye ki paise transfer karne me IFSC code kause hota hai , Jisse bank ko identify kar sakte hai. Aage hum janege ki kisi bhi bank ka IFSC code kaise pata karte hai .
IFSC Code Kya Hai Bank Ka IFSC Code Kaise Pata Kare
Internet par aapko bahut si website mil jayengi jin se aap IFSC code ka pata laga sakte hai . Par me aapko bahut hi badhiya website bataunga jis se aap aasani se IFSC code ka pata laga sakte hai . To chaliye aap niche diye huve steps ko follow kariye , Or aapko apne bank ka IFSC code pata chal jayega .
Hum jis website ka use karke IFSC code pata karenge uska name hai – www.ifscswiftcodes.com . Apne internet Browser ke address bar me www.ifscswiftcodes.com daale or Enter button dabaye or is website par jaye . Aap yaha par click kar ke bhi is website par ja sakte hai : ifscsiftcodes.com
ifscswiftcodes.com website me jane ke baad aapko top menu me IFSC CODE par click kare . niche image dekhe .
Jaise hi aap IFSC CODE par click krenge vaise hi aapke samne new page aa jayega . Yaha se hum kisi bhi bank ka IFSC code pata laga sakte hai . Niche image dkhe , yaha par hume kuch information ko bharna hai (4 information ko fill karna hai).
- Select Bank Name – yaha par hume bank ka name select karna hai jis bank ka hum IFSC code pata karna chahte hai . uper image me point 1 dekhe .
- State Name – jis bank ka IFSC code pata karna hjai vo Bank kis state me hai us state ko select kare .
- District Name – Yaha District name select kare . uper image me point 3 dekhe .
- Branch Name – Branch Ka name select kare .
In sabhi information ko aap select kar le jis bank ka IFSC code pata karna hai . Niche image me dekhe, mujhe SBI , delhi chandni chowk ki bank ka IFSC code pat karna hai to maine is tareh se yaha par se information ko bhara .
Jaise hi aap apne bank ki information ko bahrenge , vaise hi uske niche apko us bank ka IFSC code or dusri important information dikh jayengi . niche image dekhe .
Is tareh se aap bade hi aaram se kisi bhi bank ka IFSC code pata laga sakte hai . Jis website ka use kar ke hamne IFSC code ka pata lagaya is website se aap or bhi bahut si bank se judi important information ka pata laga sakte hai .
Friends aapko hamari ye post – IFSC Code Kya Hai Bank Ka IFSC Code Kaise Pata Kare ko padhe ke aap ab bahut aaram se kisi bhi bank ka IFSC code ka pata laga sakte hai . Agar aapko hamari ye jankari pasand aaye ho or isse aapki help hui ho to is information ko apne friends or family ke sath share kare or dusro ki bhi help kare .
[su_divider]
IFSC Code Kya Hai Bank Ka IFSC Code Kaise Pata Kare, Bank IFSC Code Kaise Pata Kare, IFSC Code Kya Hai, IFSC Code Kya Hota Hai, Bank Ka IFSC Code Kaise Dekhe , How To Find Bank IFSC Code in Hindi
Useful information thanks for shearing