Mobile Ko Computer Ka Wireless Mouse Or Keyboard Kaise Banaye
Mobile Ko Computer Ka Wireless Mouse Or Keyboard Kaise Banaye . Aaj ki post me hum janege ki apne mobile ko aap apne computer ka wirless mouse ya keyboard kaise bana sakte hai . Ab aap sochenge ki aisa karne ki jarurat kya hai . Friends iski hume kai bar jarurat pad sakti hai jaise maan lijiye aapke computer ka mouse ya keyboard kharab ho jata hai or aapke samne apne system ko chalane ke liye koi dusra option nahi hai .
To aap apne mobile ko aaram se mouse ya keyboard ki tareh use kar sakte hai or aap apne computer ko bahut hi aaram se remotely control kar sakte hai . isko karne ke liye aapko bus apne mobile or computer me internet chahiye or bus aap aaram se computer ko mobile control kar ke koi bhi kaam kar sakte hai . to chaliye apne mobile ko wireless mouse ya keyboard banate hai .
Mobile Ko Computer Ka Wireless Mouse Or Keyboard Kaise Banaye
mobile ko coputer ka wireless mouse ya keyboard banane ke liye hame apne mobile me ek choti si application ko install karna padega . To is application ko install karne ke liye apne mobile me google play store me jaye .
google play store me jane ke baad search box me type kare remote mouse or fir search kare . jaise hi aap remote mouse likh ke search karenge to aapke samne kai sari application aayengi unme se aap Remote Mouse vali application ko apne mobile me install kar le . Is application ka icon aap niche image me dekhe sakte hai .
Remote Mouse application ko install karne ke baad isko open kare open karne ke baad apne mobile screen par niche di hui image jaisi screen aayegi . yaha biche me aapko www.remotemouse.net likha huva dikhega . Hame is website ko apne computer me open karna hai or vaha se ek program ko apne computer me install karna hai .
Ab aap apne computer me www.remotemouse.net ko open kare . www.remotemouse.net website open hote hi aapko website me niche di gai image jaisa GET NOW ka button milega .
GET NOW ki Button par click kar de . click karte hi hamare samne ek popup aayega yaha par aap apne computer par install karne ke liye is application ko download kare le . aapka jo bhi oprating system ho us hisab se aap download kare . Maire computer me WINDOWS dala hai to me yaha par WINDOWS ke button par click kar ke , window se liye download karunga .
computer me software download kar ke usko install kar le .
Ab aap apne mobile me us aap ko open kare to aapko niche di gaye image jaisi screen nagar aayegi . aapka mobile apke computer se connect nahi dikahyega . mobile ko apne computer ka wirlwss mouse or keyboard banane ke liye niche ke step ok dyan se follow kare .
mobile ko computer ka wireless mouse ya keyboard banane ke liye aapke mobile me internet hona chahye .
- aap mobile ko computer se connect karne ke liye yaha + ke nisaan par click kare . uper image me point 1 dekhe .
- + ke icon par click karte hi aapke samne option aayenge usme se pahla hai ki aap apne mobile ko computer se IP ke dvara connect kar sakte hai . yaha par aapko Connect by IP likha huva dikhega . is par click kar ke aap apne computer ka ip dal kar connect kar sakte hai . uper image me point 2 dekhe .
- yaha par aapko dusra option dekhega Scan QR Code to yaha par click karke aap apne computer par QR code ko scan kar ke mobile ko computer se connect kar sakte hai .
AB aap schenge ki computer ka ip kaise pata karenge or QR code kaise milega to chita na kare .
Hamne apne computer me www.remotemouse.net se jo application download kar ke install ki hai aap usko open kare . usko open karne ke liye apne computer ke right side me niche dekhe or niche image me bataye huve steps ko follow kare .
- Computer ke right side me up arrow par click kare . uper image me point 1 dekhe .
- ab aapke samne kai sare program ki list open hogi usme se aap remote mouse ke icon par click kare .
Jaise hi aap remote mouse par click karenge vaise hi aapke samne window open hogi .
- yaha par aap IP Address ko dekhe sakte hai . or is IP ka use karke aap apne mobile ko computer ka wireless mouse ya keyboard bana sakte hai .
- Yaha aapko Show QR Code ka button dikhega jis par click kar ke aap click kar ke apne computer me QR code ko generate kar sakte hai or fir apne mobile me remote mouse app se us QR code ko scan kar ke mobile ko computer ka wireless mouse or keyboard bana sakte hai .
To Friends is tareh se aap apne mobile ko computer ka wireless mouse or keyboard aaram se bana sakte hai . aapko hamari ye post Mobile Ko Computer Ka Wireless Mouse Or Keyboard Kaise Banaye kaisi lagi comment kar ke jarur bataye .
Video Tutorial :
Niche diye gaye video me aap janege ki Android Mobile Ko Wireless Mouse ya Keyboard Kaise Banaye ( Use Android device as Wireless Mouse and Keyboard ) video ko dekhe or jankari prapt kare .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=MWZL-iHD5U8″]
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yaha click kare : Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
[su_divider]
Mobile Ko Computer Ka Wireless Mouse Or Keyboard Kaise Banaye , Mobile Ko Wireless Mouse Kaise Banaye, Mobile Ko Wireless Keyboard Kaise Banaye, Use Android Device as Wireless Mouse and Keyboard in Hindi , Turn Your Mobile Phone Into A Wireless Mouse & Keyboard in Hindi
Jankari Bahut Achi Hai ( hindimeseva.com )
Thanks For Comment .
Aapki bahot achi jankari hai or me http://www.makvanainfo.com se jagdish mere blog par ek blogger list wali post banayi gayi hai agar aap yeh list me aapki website details add karna chahte hai to humara whatsapp contact kare 9099360998