Offline Bina Internet Ke YouTube Video Kaise Dekhe in Hindi
Offline Bina Internet Ke YouTube Video Kaise Dekhe in Hindi ji ha aaj hum janege ki YouTube video ko offline kaise dekhte hai , Susne me ajib sa lag raha hoga ki hum YouTube video ko bina internet ke kais dekh sakte hai . Friends ye YouTube App ka ek bahut accha feature hai . YouTube Video Download
Offline YouTube video se hum bina intenet ke YouTube video ko dekh lete hai . Isse ke kai sare fayde bhi hai par me aapko ye bata de ki ye kaam kaise karta hai . Friends YouTube hum chalate hai par kuch video hume acche lagte hai or hum unhe bar bar dekhte hai or aisa karne se hamare mobile ka sara data khatem ho jata hai To offline ke feature me hum video ko YouTube app ke dvara download kar lete hai or internet khatem ho jaye ya jab bhi hamara man kare tab us video ko dekh sakte hai .
Iska ye fayda hai ki hamre mobile ka data bachta hai , or agar hame kahi free wifi ya internet milta hai to hum youtube video ko download kar sakte hai or fir baad me bina internet ke un video ko dekhe sakte hai . To chliye bina samaye gayave jante hai ki YouTube video ko bina internet ke kaise dekhte hai
Offline Bina Internet Ke YouTube Video Kaise Dekhe in Hindi
YouTube video ko Offline yani ki Bina internet ke YouTube par Video Dekhne ke liye aapke paas Android Mobile hona chahiye or aapke Mobile me YouTube App install hone chahiye . Agar aapka android mobile hai to YouTube App usme pahle se install rahte hai par aap ye check kar le ki aapki App Updated ho .
Agar aapke mobile me YouTube App nahi hai ya galti se hat gai hai to sabse pahle aap apne phone me YouTube App Install kar le Ya update nahi hai to update kar le . niche diye gaye steps ko follow kare .
Step 01:
YouTube app install karne ke liye aap apne Mobile me Play Store Open kare .
Step 02:
Play Store open hone ke baad , Uper search box me youtube likhe or YouTube App ko search kare . Ab YouTube App par click kar de . niche image dekhe .
- Play Store ko search box me youtube search kare .
- YouTube par click kare
Step 03:
YouTube App ka Page open ho jayega . Agar aapke Mobile me YouTube install nahi hoga to yaha par aapko INSTALL ka button dekhga us par click kar ke YouTube install kar le , Agar Update ka button dekhe to us par click kar ke App ko update kar le.
Install hone ke Baad Open ki Button par click kar ke YouTube ko open kare .
Step 04:
YouTube App ko open karne ke baad aapko jo video Offline (Bina internet ke YouTube par Video) dekhna hai us Video ko open kare .
Video open hone ke baad video ke niche daye hath ki taref Download ka button hoga us par click kar . niche image ko dekhe .
Step 05:
Jiase hi aap offline Download ki button ko dabayenge . vaise hi aapke samne ek popup aayega . yaha par aapko YouTube video kis quality me download karna hai vo selete kare .
- sabse pahle aap jis quality me YouTube video download karne chahte hai vo select kare .
- Fir OK ki button par click kar de .
Step 06:
OK par click karte hi aapka video download hoe lagega . aap isko apne mobile ke notification me dekh sakte hai .
Step 07:
Video pura download ho jayega tab Download ki button ki jageh sahi (Tik) ka nisaan aa jayega .
Ab aapko YouTube Video Offline dekhne ke liye download ho chuka hai .
Step 08:
Video Download hone ke baad ab aap Bina internet ke bhi Us youtube video ko dekh sakte hai . Video ko offline dekhne ke liye niche deye gaye steps ko kare .
- Offline video dekhne ke liye aap YouTube App me Man ke icon par click kare (uper image dekh ke no. 1 point ko samjhe)
- Ab yaha par aap Offline videos par click kar de .
Step 09:
Ab apke sabhi Offline YouTube Video dikhe jayenge . Video par click kar ke aap video ko bina internet ke bhi dekh sakte hai .
To friends iss tareh se hum YouTube se Video Download kar ke offline dekhe sakte hai yani ki YouTube Video bina Internet ke bhi dekh sakte hai .
Aapko ye post Offline Bina Internet Ke YouTube Video Kaise Dekhe in Hindi kaisi lagi hume comment kar ke jarur bataye , Apko kuch puchna ho to bhi aap niche comment jarur kare . Information acchi lage to isko apne dosto me share jarur kare .
Video : How To Watch YouTube Videos Offline Without Internet Connection
Hindi ke is video tutorial me aap janege ki Mobile me bina internet YouTube Video kaise dekhte hai ( How To Watch YouTube Videos Offline Without Internet Connection on Mobile ) .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=7rXpaw-jQK8″]
agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yaha click kare : Subscribe
agar aap yaha par apna video chahte hai to contact us.
[su_divider top=”no”]
Offline Bina Internet Ke YouTube Video Kaise Dekhe in Hindi , YouTube Video Offline Kaise Download Kare in Hindi , Bina internet ke YouTube Kaise Dekhe , Bina internet ke YouTube par Video Kaise Dekhe , YouTube Offline Video Download in Hindi
aapki post aur website bahut badhiya hai. bro mujhy direct facebook profile link do. me bhe hindi blogger hun . backlinks aur guest posts exchanges etc ke liey baat krni hy.(technoreti.com)
give your email we will contact you . Real Email . Thanks