Photoshop Me Multiple Document Me Kaam Kaise Kare
Photoshop Me Multiple Document Me Kaam Kaise Kare , Aaj hum Photoshop ki is post me janege ki Photoshop me multiple document me ek sath kam kaise karte hai or Photoshop me kai sare document ko ek sath open kar ke view port me manege kaise karte hai . Friends isse pahle ki Photoshop post me hamne Photoshop Navigator panel ke bare me jana tha . Friends kai bar Photoshop me hame multiple document (Images ) me ek sath kaam karna padta hai . To agar hume Photoshop me multiple document me kaam karna nahi pata hoga to kaafi problem ho jaati hai .
Aaj is post me hum cover karenge ki Photoshop me multiple document ko open kaise kare , Fir unko hum view port me unko kitni tareh se manrge kar sakte hai or agar ek document se dusre document me kuch copy karna ho ya layer ko le jana ho to kaise le jate hai , or bhi bhut hi useful jankari to aap ye post padhte rahiye Photoshop Me Multiple Document Me Kaam Kaise Kare .
Photoshop Me Multiple Document Me Kaam Kaise Kare
Photoshop me Multiple Document me kaam karne ke liye aapko sabse pahle Photoshop me multiple document ko open karna hoga . Photoshop me multiple documents ko open kar lijiye , agar aapko photoshop me document open karne nahi aata hai to aap ye post padhe : Photoshop Me Image Ko Open Kare
Photoshop Me multiple document open karne ke baad aap dekhenge ki vo sab Photoshop ke work area me tabs me aa jate hai . niche image dekhe kuch is tareh se .
Ye sab document tabs me open hote hai to agar aapko in sab document me ek sath kaam karna hai or dekhna hai to hume kuch settings me changes karne hoge . Aap Photoshop me top menu me Window me jaaye Fir Arrange me to yaha par aapko kai sare option mil jayenge jin ka use kar ke aap Photoshop work area me multiple document ko ek hi time me dekhe sakte hai or un par kaam bhi kar sakte hai . Window >> Arrange , niche image dehe .
Arranfge me diye gaye options ka use kar ke aap bade aaram se multiple document me kam kar sakte hai . in options ko kaise use karna hai or kab kon sa option use karne hai , or information ke liye niche diye gaye video ko jarur dekhe .
To Friends umid hai ki aaj ki jaankari aapko acchi lagi hogi or ab aap Photoshop me bade aaram se multiple document me kaam kar sakte hai . aapko hamari ye – Photoshop Me Multiple Document Me Kaam Kaise Kare post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye .
Ye Bhi Padhe :
- Photoshop Ke sabhi Tutorial Dekhe .
- Photoshop Me Image Size Kaise Change Kare .
- Android Mobile Me Personal Calls Ko Hide Ya Lock Kaise Kare .
Video Tutorial :
Photoshop Me Multiple Document Me ek saath kaise kaam karte hai or unko ek sath kaise manage krte hai (Working With multiple document in Photoshop). sabhi jankari aapko niche video me milegi .Is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=F31wnJ56Rsk”]
[su_button url=”https://goo.gl/L5lRve” target=”blank” style=”soft” background=”#ef2d47″ size=”8″ radius=”0″ icon=”icon: youtube”]Subscribe Kare[/su_button]
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube channel ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yaha click kare : Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
[su_divider]
Photoshop Me Multiple Document Me Kaam Kaise Kare, Photoshop Me Kai Sari Image Me Ek Sath Kaam Kaise Kare, Photoshop Video Tutorial, Photoshop Tutorial in Hindi , Hindi Photoshop Tutorial , Photoshop Sikhe .
Good Information,Good Work,Keep It Up .
Thanks For Comment !