Photoshop Preference Settings Ki Jankari Hindi Me
Photoshop Preference Settings Ki Jankari Hindi Me , aaj ki is post me hum Photoshop ki preference settings ke bare me janege . Photoshop ko sekhne ke liye hume Photoshop ki preference settings ko bhi samajhna bahut hi jaruri hai . Isse pahle bhi kai sari Photoshop ki post hamne banai hai . agar apne un ko nahi padha hai to aap pahle un Photoshop tutorial ki post ko jauru padhe le . Niche link diye hai , Aap un par click kar ke un post ko padhe sakte hai .
- Hamri Photoshop ki sabhi post ko padhe .
- Photoshop Kya Hai .
- Photoshop Me Image Ko Kaise Open Kare .
To Friends chaliye preference settings ke bare me jante hai . Photoshop ki preference settings ke ander bahut sari settings hoti hai . Hum sari settings ko ache se samajhne ki kosis karenge . Kuki yahi par kuch bahut hi important settings hoti hai jin ki madat se hum Photoshop ki performance , interface, layout , display or kai jauri settings ko manage kar sakte hai .
Photoshop Preference Settings Ki Jankari Hindi Me
Photoshop ki preference setting ko dekhne ( open karne ) ke liye sabse pahle Photoshop me Top menu me jaye Edit >> Preference >> General par click kare ya fir aap preference settings ko direct open karne ke liye apne keyboard me Ctrl + K ko press kare .
Jaise hi aap aap Photoshop preference setting ko open karenge to aapke samne is tarah ki windows open hogi yaha par aap sabhi photoshop preference settings ko dekhe sakte hai or apne anusaar unko adjust kar sakte hai .
yaha par aapko kai sari settings dekhengi jaise .
- General
- Interface
- Syne Settings
- File Handling
- Performance
- Cursors
- Trasparency & Gamut
- Unit & Rular
- Guides, Grid & Slices
- Plug-Ins
- Type
- 3D
In sab settings ko aap apne hisaab se set kar sakte hai adhik jankari ke liye aap niche diye gaye video ko dekhe . Umid hai ki aapko ye jankari pasaed aayegi . agar aapko ye post Photoshop Preference Settings Ki Jankari Hindi Me achi lage to comment karne na bhule or agar koi problem aa ri hai to comment kar ke puche .
Video Tutorial :
Niche diye gaye Photoshop Video Tutorial Me aapko Photoshop Preference Settings Ke Bare Me Puri Jankari Milegi ( Photoshop Preference Settings in Hindi ) video dekhe, aap Photoshop Settings ko ache se samajh jayenge .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yaha click kare : Hindi Video
[su_youtube url=”https://www.youtube.com/watch?v=ix5VIs4Kn8Y”]
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yaha click kare : Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
[su_divider]
Photoshop Preference Settings Ki Jankari Hindi Me, Photoshop Tutorial in Hindi, Photoshop Sikhe, Photoshop Ki preference settings , Photoshop Preference Settings in Hindi, Photoshop Tutorial in Hindi