YouTube Account Verify Kaise Kare Verify YouTube Channel in Hindi
Hello Friends , Humne YouTube ki Pichali posts me shikha ki kaise hum YouTube se Paise Kama Sakte hai or Youtube se paise kamane ke liye YouTube par Video Upload Kaise Karte hai (Upload Video on YouTube) . Dosto aaj YouTube ki es post me hum sekhenge ki YouTube Account Verify Kaise Kare Verify YouTube Channel in Hindi .
YouTube duniya ki sabse jyada use hone vali video shareing site hai or YouTube par ager aap account banate hai to aapko YouTube Account ko verify kar lena chahiye kuki verify hone ke baad youtube me kuch acche option enable ho jaate hai jo me aapko aage bataunga.
Aapko pata hi hoga ki YouTube se paise kamane ho to aapko YouTube video par AD lagane padte hai . YouTube video me AD lagane ke liye aapko Monetization ka option on karna padta hai or Monetization ko on karne ke liye aapka YouTube Account Verify hona chahiye .
YouTube me account banane ke baad aap ka sabse pahla kaam yahi hona chahiye ki aap apne YouTube Channel ko kare kuki verify hote hi aapke channel me kuch ache option enable ho jaate hai.
Ye Bhi Padhiye:
- YouTube se Video Kaise Delete Kare
- YouTube Video Ko Monetize Kaise Kare Or Adsense se Kaise Jode
- YouTube Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare
YouTube Channel Verify Karna Ku Jaruri Hai Or Eska Kya Fayda Hota haiÂ
YouTube Account Verify karne es liye jaruri hai kuki ager aap youtube account ko verify nahi karte hai to aap 15 min se jyada lambi video nahi daal sakte or Monetization option enable nahi kar sakte . to aise or bhi kai features hai jo YouTube Verification ke baad on hote hai . aaeye unke bare me jaante hai .
Verified : Youtube Account Vrified hai to eska matlab hum humara channel verified hai or Youtube ki nagero me hum fake nahi hai yani ki account fake nahi hai . verified hone par humare account me kai new features enable ho jaate hai .
Copyright Claims :Â Aap kisi par Copyright Claims kar sakte hai .
Monetization :Â YouTube Account ko Verify Karne ke baad aap Apne video me monetization ka option on kar sakte hai or Apne YouTube Videos se Paise kama sakte hai . Video ko monetize karte hi aap YouTube ke partner ban Jate hai . fir jaha par Verified likha hota hai vaha par Partner Verified likha aayega .
Longer videos :Â YouTube account Verify nahi hai to aap 15 min. se jayda lambe video upload nahi kar sakte . YouTube Account Verify hone ke baad aap lambe video ko bhi YouTube Par Upload kar sakte hai .
External annotations : External link yah youtube ka ek feature hai esme hum apne YouTube video ke uper Link de sakte hai . ager aapka account Verify hai to aap dusri website ka link bhi YouTube Video ke uper de sakte hai.
Custom thumbnails : Ager aapka YouTube Channel good standing or Verify hai to aap apne YouTube Video me Custom Thumbnails laga sakte hai . Custom Thumbnail lagane ke kai fayde hote hai hum es pe baad me baat karenge.
Paid content :Â Paid content ke dvara aap paise bhi kama sakte hai . es feature se aapke YouTube video ko vahi dekh sakta hai jo aapko paise dega.
Content ID appeals : ager aapke video ko kaoi download karke apne channel me dalta hai (Chori karta hai) to aap YouTube me report karke us video ko delete karva sakte hai or ager koi 3 video se jyada video ko chori karke aapne channel me dalta hai to uska account Delete bhi kiya ja sakta hai . esliye kisi dusre ka video apne channel me nahi dalna chahiye.Â
Live streaming : YouTube Account verify hone ke baad ye Option enable ho jata hai aap YouTube me live video daal sakte hai (Live Streaming)
Fan Funding : YouTube me monetization ka option on karne ke baad hi aap es option k use kar sakte hai . esme kya hota hai ki jo log aapko paise denge vo jab aapke video ko dekhenge to ads nahi aayenge.
Ye Bhi Jane :
- Game Khele – Bubble ShooterÂ
- Kisi Bhi Website Ko Block Kaise Karte Hai
- Facebook Ke Faltu Game or App Notification Kaise Band Karte Hai
YouTube Account Verify Kaise Kare Verify YouTube Channel in Hindi
YouTUbe Account Verify karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare
Step 01:
YouTube account ko verify karne ke liye sabse pahle aap www.youtube.com par jaaye or apne YouTube Account me Sign in kare .
Step 02:
YouTube account me sign in karne ke baad ab aap right side me channel profile image par click kare . fir Gear (YouTube settings) ke icon par click kare .
Step 03:
Aap YouTube settings ke page par chale jaayenge .Us page me aapko View additional features likha huva hoga . View additional features par click kare.
Step 04:
jaise hi aap View additional features par click karte hi aap apne YouTube Channel ke Status and feartures ke page par chale jayenge . es page me Verify ki button par click kare .
Step 05:
Verify ki button par click karte hi . Account Verification ka page khulega . yaha par hume apni kuch information hume bharna hai . aaeiye dekhte hai ki yaha kya bharna hai .
Step 06:
Submit par click karte hi new page khulega yah YouTube Account verification ka dusra step hai . yaha par aapko google dvara prapt code (6 number) ko yaha par dalna hai .
Verification code ko dalne ke baad jaise hi aap Submit ki button par click karenge vaise hi aapko YouTube dvara ek massage show hoga congratulations ! Your YouTube account is now verified . niche image dekheÂ
Continue par click kar de ab aapka YouTube Account / Chennal Verify ho Jayaga hai.
To dosto aap ab jaan hi gaye hai ki kis tareh se YouTube Account Verify Kaise Kare Verify YouTube Channel in Hindi . YouTube par aap apne Channel ko verify karle or YouTube ke sabhi Feature ka laabh uthaye . Ager aako YouTube account verification karne me koi problem aa ri hai ya Youtube ke baare me kuch puchna hai to comment jarur kare.
Ye Jarur Padhe :
- YouTube Channel ko Facebook Page se Kaise Jode
- YouTube History Kaise Delete Kare
- Facebook Ko Hindi Me Kaise Kare
[su_divider top=”no”]
YouTube Account Verify Kaise Kare , Verify YouTube Account , YouTube Channel Verify Kaise KareÂ
mera youtube chanal hai.pr maine kabhi verify nhi kiya ,pr verify partner dikhta hai…mujhe commercial chanal manage karna hai…kya kru,please help me…..
my email- ***********************
ha aapki jarur help karenge .. agar aapka youtube channel verify hai or aap use commercial purpose yani ki paisa kamana chahte hai to aapko apne channel me monetization ka option on karna padega or use google adsense se jodna padega ..
aap hamese jude rahe aane vali post me aapko iski jaankari de di jaayege..
This is one awesome forum topic.Much thanks again.
Maine mai apni I’d bna li hai.. lor channel bhi. lekin mujhe usme or koi bhi options show nahi ho rahe hai.. Maine setting mai bhi check kiya lekin na he koi verify option hai na he koi others. mai isse commercial use Ke liye bnana chahta hu. ye sab mai phone se bna raha hu.. plz help me.. kya ye phone ki wajeh se nhi ban pa raha hai? ya koi or reason?
ha ye phone ki vajeh se ho raha hai ..
Ager aap isse Commercial use karna chahte hai , to mobile ka chaker na kare …
Desktop Computer ka use kare ..
Computer ka use karenge to aap apne video ko aache se edit or record kar sakte hai .. or accha video bana sakte hai..
accha video matlab jyada views .. or jyada paise
hiii
mujh verify karne k liye
mob no daalne k liye option ni aara
kya karu
Nyccc
thanks priyanka !
verify ke bad me aage Number dalne ka option ni aa raha h
nahi aa raha hai to rahne de. jo option aa rahe hia unhe bhare .
Bhupender is really parsan
Yes We All Know … You are real person
sir jo video upload kiya vo youtube per search nhi ho rha
sir mene 1mahina pahle apne YouTube channel ko verify kar liya tha lekin Ab jab me http://www.YouTube .com per search karta hu toh uper jaisa vaisa page nahi open hota hai likha hua aata hair ki
there was an issue signing you into YouTube.troubleshoot here
kya hai ye
muje video monetize karna tha lekin page open hi nahi ho raha
sir answer my question
you tube chipak raha hai kya problem hai jabab de
kaha chipak ra h ?
Nice article
Thanks For Comment Biswajit !
Main dusre Ka video Dal diya that Mera account deleted Kar diya hai 4mhina hogya kaise sing in Karun apna I’d ko you tube par plz madad karo
ha Sing in kariye ! try kare !!