YouTube Par Mobile Se Video Upload Kaise Karte Hai In Hindi
Hello Friends , Aaj me mai aapko bataunga ki YouTube Par Mobile Se Video Upload Kaise Karte Hai In Hindi (How To Upload Video To YouTube From Mobile in Hindi) . YouTube ek bahut hi badi video website hai jaha par har koi video upload kar sakta hai or share kar sakta hai . hame kuch bhi new jaankari ya video dekhna ho to hum YouTube ka hi use karnte hai . Kaafi Log YouTube se Ghar Baithe Paise Kamate hai To dosto ager aapne bhi koi video banaya hai or aap YouTube par Usko Mobile se Upload karna chate hai to is Post ko padhte rahiye.
YouTube par Video ko Upload karne ke liye aap apne Computer ka use bhi kar sakte hai : Computer se YouTube par Video Upload Kaise kare . YouTube google valo ne 2006 me kharida tha or yah ab google ki hi hai . Mobile se YouTube par Video upload karne ke liye aapke mobile me Youtube ka Mobile App hona chahiye .
YouTube ka Mobile App Google ne banaya hai , Jise aap Play store se aasani se Download kar sakte hai . Agar aapke Mobile me YouTubr App pahle se hai to ye acchi baat hai , Jinke Mobile me YouTube App nai hai ve YouTube App Download karne ke liye Niche ke steps Follow kare .
Step 01:
YouTube Mobile App Install karne ke liye aap Play Store me jaaye.
Step 02:
Play Store me jaane ke baad aap Search Box me Youtube Search kare . uske baad aap Google Inc. ke YouTube par click kar de.
Step 03:
Ab aapke samne ek page open hoga YouTube App ka Vaha par INSTALL ke button par click kar ke YouTube App ko install kar le.
YouTube ka Mobile App Install karne ke baad ab hum sikenge ki YouTube par Mobile se Video Upload kaise karte hai .
YouTube Par Mobile Se Video Upload Kaise Karte Hai In Hindi
YouTube par Mobile se Video upload karne ke liye . Niche ke steps ko follow kare .
Step 01:
aap Mobile par YouTube App Open kare . YouTube ki App Open karne ke baad apko YouTube me Login karna padega .
YouTube me Login karna ke liye aap Screen ke top Right side me 3 Dots par click kare or Fir Sign In par Click kare or YouTube me Login kare . niche image dekhe.
Step 02:
YouTube me Login Hone ke baad ab hamko YouTube par Video upload karne ke liye apni Phone Gallary me se Video Select karna hai . Phone se Video ko uploading ke liye Selete karne ke do tarike hai . ek ek karke dono tarike batata hu.
- pahle man ke icon par click kare
- uske baad aapko ek camera ka Icon dekhega us par click kar de.
Fir aap asani se apne phone ki Gallary se Video ko select ar sakte hai.
- sabse pahle aap man ke icon par click kar de
- uske baad aap My videos par click kare
- My videos par click karte hi aapke samne ek new page open hoga vaha par uper Upload ke icon par click kar de . niche image ko dekhe.
Fir aap aasani se aapne phone se Video ko select kar sakte hai.
Step 03:
Ab aapke samne aapke Phone ke video aa jayenge . Jis Video ko aapko YouTube me Upload Karna ho us Video ko select kar le .
Step 04:
Video ko select karta hi vo video YouTube par upload hone lagega .
Ab aap Next Arrow par Click kar de . Niche image ko dekhe .
Step 05:
Ab aapko apne Video ke bare me kuch infor mation bharne hai . jaise Title, Description …etc
- Title : Yaha par sabse pahle aap aapko apne Video ka Title bharna hai
- Description : Yaha par aapko apne video ke baare me kuch likhna hai ki vo kis bare me hai . Kahne ka matlab thodi information deni hai.
- Privacy : yaha se aapko apne video ki Privacy ko set karna hai . yaha par kai option hai ager aap yaha par Public set karta hai to YouTube par is Video ko or Log bhi dekhe sakte hai .
- Tags : yah aapke video par depend karta hai ki aap yaha par kya bharenge . Agar aapka video Comedy Video hai to aap Tags me – Funny Video , fun , Comedy video ….. aisa bhar sakte hai .
sab Information bharne ke baad , Upar Next Arrow ke Icon Par Click kar de aapka video YouTube par Mobile se Upload ho jayega.
Ab aap jaan hi gaye hai ki YouTube Par Mobile Se Video Upload Kaise Karte Hai In Hindi aapko ye infrmation kaise lagi hume comment karke jarur bataye or agar aapka ko sujhav ho to vo bhi comment karke jarur bataye .
[su_divider top=”no”]
YouTube Par Mobile Se Video Upload Kaise Karte Hai In Hindi , How To Upload Video To YouTube From Mobile in Hindi , How to Upload a Youtube Video in Hindi
Very nice sr.
thanks
Akash kumar
bhai bahut hee achha laga
Thanks ..
bhai bahut hee achha laga h
Very nice we love keep it
Thanks
Bohot accha sujab Diya he try karunga …..I like this
Thanks MEHEDI HASAN SARKAR
बहोत सही जानकारी,,
पुरी समजमे आती है!
Thanks
Mujhe aur jankari bhi chahiye web site banane ke bare me 7——–6 whatsapp no. Kya aap mujhe jankari dene ka kast karenge
hamse yaha se contact kare . Puri help hogi ..
http://www.kaisekamaye.com/contact-us/
Bahut achhi lgi pr niche 4 opsion diye vo nhi likh pa rha hu
4 option tags ka hai .. tags ..
tags me aapka video jis bhi subject ja hai vo dalte hai taki log usko typr kar ke aapke video ko search kar paye ..
agar aapka video comedy hai to tags me aap ..
comedy , funny , fun ……. aisa kuch likhenge .
Nice
Thanks for comment..
Thnxx
Welcome…
good information
Thanks For comment …
Good infomation
Thanks for positive comment . Omkar !
This will help us .
sir jo video upload kiya vo youtube per search nhi ho rha h
Turant youtube search me nahi aata hai . new channel ke saath aisa hi hota hai .. youtube index karega to aane lagega . jaldi lana hai to apne video ka link google me submite kar do .
yaha se submite kare : https://www.google.com/webmasters/tools/submit-url?pli=1
sir jo video upload kiya h usvideo ke view per pese($) kub ane suru honge or kanha,
Jab use PE view jayda aayenge tab…
Video banane par dhyan de..
Itni jaldi Kuch ni hoga.. apne video khud mat dekhna. Problem ho jayegi..
sir kitne veiw per $ milta h ?
Dipend karta hai ki kis type ke ads aapke video par aate hai or kis location se un ads ko dekha gaya hia .
sir mene kal ek video apne YouTube channel per upload kiya jab use apne chaanal per dekha toh 51 views show kar hai or jab me kisi or ke phone se dekta hu toh no views show kar raha hai aisa kyon.
aap apne youtube dashboard me dekhenge to aapko updated dikhata hia . or agar aap bhar ya kidi dusre ke account se dekhte ahi to alag dikhata hai , kuki views ko update hone me 8 ghante se le kar 24 hr tak lag jate hai . isme paresaan hone ki baat nahi hai .
Bus Aaap video banaye or upload kare .
thanks sir
mujhe ek baat or Jaanithi ki kya YouTube per sing out kar ke apna hi video search kar ke check kar skate hai
haa kar sakte hai , Sing in ya sign out se koi matlab nahi hai , bus agar apke video me agar google ads aate hai to click na kare . 2 , 5 baar dekhne se kuch fark nahi padta . bus check karne ke liye dekhe le . lakin jyada bhi na kare .
bahut acche se samjhaya Sir aapne ….sir Kisi singer k gaaye huye gaane ko khud gaate huye video bnakr you tube pe upload kr skye hai ya nhi ????? (sabkimadad.com)
haa kisi bhi gane ko khud gate huve video bana k daal sakte hai …
Thank you for sharing great information. This is very helpful for me
Thanks For Comment Sumit !